|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Raat Gahari Hai - रात गहरी है समन्दर की तरहraat gahari hai samandar ki tarah
raat gahari hai samandar ki tarah
dubta jaata hun patthar ki tarah
raat gahari hai samandar ki tarah
tumse milate huye dar lagta hain
tumse milate huye dar lagta hain
kya chhupa rakha hain khanjar ki tarah
kya chhupa rakha hain khanjar ki tarah
dubta jaata hun patthar ki tarah
raat gahari hai samandar ki tarah
waqt ne fek rakha hain mujhko
waqt ne fek rakha hain mujhko
dur tute huye saagar ki tarah
dur tute huye saagar ki tarah
dubta jaata hun patthar ki tarah
raat gahari hai samandar ki tarah
main jahan jaaun yahi viraani
main jahan jaaun yahi viraani
saari duniya hain mere ghar ki tarah
saari duniya hain mere ghar ki tarah
dubta jaata hun patthar ki tarah
raat gahari hai samandar ki tarah
raat gahari hai samandar ki tarah.
|
Comments for lyrics of song "Raat Gahari Hai" |
|
ehjugni ingujhe on Saturday, September 14, 2013 Aap Jo Roothey To Yeh Bhi Na Soocha Hum To Pagal Hain Mar Bhi Saktey
Hain. Love the lyric.Anupji... Salute..
mrgtrishna on Tuesday, December 11, 2012 Superb lyrics and voice
|
|
|
|
|