Video of "Ram Ji Ki Nikli Sawari" from YouTube
Ram Ji Ki Nikli Sawari Video Thumbnail
Advertisement
Ram Ji Ki Nikli Sawari - रामजी की निकली सवारी
Lyrics of Ram Ji Ki Nikli Sawari - रामजी की निकली सवारी
ho sar pe mukut saje mukh pe ujaalaa, mukh pe ujaalaa
haath me dhanush gale me pushp maalaa
ham daas inke ye sabke swami, anjaan ham ye antaryaami
shish jhukaao raam-gun gaao bolo jay vishnu ke avtaari

raam ji ki nikli savaari raam ji ki lilaa hai nyaari
raam ji ki nikli savaari raam ji ki lilaa hai nyaari
ek taraf laxman ek taraf sita bich me jagat ke palanhaari
raam ji ki nikli savaari raam ji ki lilaa hai nyaari nyaari
raam ji ki nikli savaari raam ji ki lilaa hai nyaari

dhire chalaa rath o rath vaale
tohe kabar kyaa o bhole-bhaale
tohe kabar kyaa o bhole-bhaale
ik baar dekho ji naa bharega
sau baar dekho phir ji karega
vyaakul pade hain kabse khade hain
vyaakul pade hain kabse khade hain
darshan ke pyaase sab nar-naari
raam ji ki nikli savaari raam ji ki lilaa hai nyaari nyaari
raam ji ki nikli savaari raam ji ki lilaa hai nyaari

chaudah baras kaa vanvaas paayaa
maata-pitaa kaa vachan nibhaayaa
maata-pitaa kaa vachan nibhaayaa
dhokhe se haar li raavan ne sitaa
raavan ko maaraa lankaa ko jitaa
raavan ko maaraa lankaa ko jitaa
tab-tab ye aae, tab-tab ye aae
tab-tab ye aae, tab-tab ye aae
jab-jab duniyaa inko pukaari
raam ji ki nikli savaari raam ji ki lilaa hai nyaari
raam ji ki nikli savaari raam ji ki lilaa hai nyaari
ek taraf laxman ek taraf sita bich me jagat ke palanhaari
raam ji ki nikli savaari raam ji ki lilaa hai nyaari
raam ji ki nikli savaari raam ji ki lilaa hai nyaari
raam ji ki nikli savaari raam ji ki lilaa hai nyaari
lyrics of song Ram Ji Ki Nikli Sawari
Poetic Translation - Lyrics of Ram Ji Ki Nikli Sawari - रामजी की निकली सवारी
Upon his brow, a crown of light, face aglow,
A bow in hand, a garland 'round his throat, in tow.
We are but servants, He the lord of all,
Ignorant we, yet He, the Soul within, does call.
Bow down your heads, and sing of Rama's grace,
Chant victory to Vishnu's form and embrace.

Rama's procession moves, his play so rare,
Rama's procession moves, his wonders to declare.
On one side, Lakshman, on the other, Sita's grace,
In between, the world's sustainer, time and space.
Rama's procession moves, his play, a sight to see,
Rama's procession moves, for all eternity.

Slowly goes the chariot, charioteer so kind,
What news do you carry, leaving the world behind?
What news do you carry, leaving the world behind?
Behold, just once, and the heart's thirst will grow,
See a hundred times, and the soul will overflow.
Anxious we stand, awaiting his gentle call,
Anxious we stand, awaiting his presence for all.
For his glimpse, we yearn, both women and men,
Rama's procession moves, his play, again and again.
Rama's procession moves, his play, so deep and grand.

Fourteen years of exile, a path he trod,
For his parents' word, he bowed to God.
For his parents' word, he obeyed each decree,
By deceit, Ravana stole Sita's decree,
Ravana he slew, and Lanka he freed.
Whenever they come, whenever they come,
Whenever they come, whenever they come,
Whenever the world calls out to him with glee.
Rama's procession moves, his play's sweet decree,
Rama's procession moves, his play, for you and me.
On one side, Lakshman, on the other, Sita's grace,
In between, the world's sustainer, time and space.
Rama's procession moves, his play, a sight to see,
Rama's procession moves, for all eternity.
Rama's procession moves, his play, a sight to see,
Rama's procession moves, for all eternity.

Sargam (1979) - Movie Details
Film CastRishi Kapoor, Jaya Prada, Shashikala, Dheeraj Kumar, Asrani, Aruna Irani, Shakti Kapoor, Keshto Mukherjee, Leela Mishra, Vijay Arora, Shreeram Lagoo, Om Shiv Puri, Rajni Sharma, Jankidas, Kamal Deep, Babban Yadav, Trilok Kapoor, Uma Khosla, Dimple, Yusuf, Raju SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi LyricistAnand Bakshi Music ByLaxmikant Kudalkar, Pyarelal DirectorK Vishwanath ProducerGangadhar, Gopal, N N Sippy External LinksSargam at IMDB      Sargam at Wikipedia Movie at YTSargam at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement