Video of "Ranjhe Ki Kasam" from YouTube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Advertisement
Ranjhe Ki Kasam - रांझे की कसम
Lyrics of Ranjhe Ki Kasam - रांझे की कसम
raanjhe ki kasam, mahiwaal ki kasam
ho raanjhe ki kasam, mahiwaal ki kasam
apna ye pyaar hoga kabhi nahi kam
kabhi nahi kam, kabhi nahi kam
mere sanam ho mere sanam
heer ki kasam, pyari soni ki kasam
ho heer ki kasam, pyari soni ki kasam
apna bhi pyaar hoga kabhi nahi kam
kabhi nahi kam, kabhi nahi kam
mere sanam ho mere sanam

tu jo bane seeta to main raam ban jaaun
tu jo bane raadha to main shyaam ban jaaun
tu jo bane raadha to main shyaam ban jaaun
geeta ki kasam, kuraan ki kasam
ho geeta ki kasam, kuraan ki kasam
apna ye pyaar hoga kabhi nahi kam
kabhi nahi kam, kabhi nahi kam
mere sanam ho mere sanam

tu jo bane saagar main lehar ban jaaun
tu jo bane manjil main dagar ban jaaun
tu jo bane manjil main dagar ban jaaun
shiri ki kasam, farhaad ki kasam
ho shiri ki kasam, farhaad ki kasam
apna bhi pyaar hoga kabhi nahi kam
kabhi nahi kam, kabhi nahi kam
mere sanam ho mere sanam

ho aasmaa se unchi hai mohabbat humari
sagar se gehri hai chaahat humari
sagar se gehri hai chaahat humari
laila ki kasam, majnu ki kasam
ho laila ki kasam, majnu ki kasam
apna ye pyaar hoga kabhi nahi kam
kabhi nahi kam, kabhi nahi kam
mere sanam ho mere sanam

heer ki kasam, pyari soni ki kasam
raanjhe ki kasam, mahiwaal ki kasam
apna ye pyaar hoga kabhi nahi kam
kabhi nahi kam, kabhi nahi kam
mere sanam ho mere sanam
lyrics of song Ranjhe Ki Kasam
Dil Ka Sauda (1999) - Movie Details
Film CastDilip Thadeshwar, Rakhi Sawant, Raza Murad, Vishwajeet Pradhan, Rakesh Bedi, Javed Khan SingerAsha Bhosle, Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy LyricistHimanshu Upadhyay Music ByBaba Jagirdar DirectorLalji Yadav ProducerK.K. Gupta External LinksDil Ka Sauda at IMDB       Movie at YTDil Ka Sauda at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement