Video of "Rishta Yeh Mohabbat Ka" from YouTube
Rishta Yeh Mohabbat Ka Video Thumbnail
Advertisement
Rishta Yeh Mohabbat Ka - रिश्ता ये मोहब्बत का
Lyrics of Rishta Yeh Mohabbat Ka - रिश्ता ये मोहब्बत का
rishta ye mohabbat ka dono ko nibhana hai
rishta ye mohabbat ka dono ko nibhana hai
ek aag ka dariya hai or par bhi jana hai
rishta ye mohabbat ka dono ko nibhana hai
ek aag ka dariya hai or par bhi jana hai
rishta ye mohabbat ka dono ko nibhana hai

jis raat chandaniya se ye chand khafa hoga
jis raat chandaniya se ye chand khafa hoga
us raat ke rahi ka socha bhi hai kya hoga
raste me andhera hai or dur thikana hai
rishta ye mohabbat ka dono ko nibhana hai

vo ghar bhi koi ghar hai divar na ho jisme
vo ghar bhi koi ghar hai divar na ho jisme
us pyar ki kya kimat takrar na ho jisme
gussa to manane ka bas ek bahana hai
rishta ye mohabbat ka dono ko nibhana hai

bhule se koi aansu aankho me agar aaye
bhule se koi aansu aankho me agar aaye
vo dil ki amant hai mitthi me na mil jaye
ulfat ka vo moti hai palako me chhupara hai
rishta ye mohabbat ka dono ko nibhana hai
rishta ye mohabbat ka dono ko nibhana hai
ek aag ka dariya hai or par bhi jana hai
ek aag ka dariya hai or par bhi jana hai
rishta ye mohabbat ka dono ko nibhana hai
dono ko nibhana hai dono ko nibhana hai
lyrics of song Rishta Yeh Mohabbat Ka
Poetic Translation - Lyrics of Rishta Yeh Mohabbat Ka - रिश्ता ये मोहब्बत का
This bond of love, we both must keep,
This bond of love, both hearts to sweep,
A river of fire, we must embrace,
And find our crossing, in time and space.
This bond of love, we both must keep.

When moon's soft glow deserts the night,
When moon's soft glow dims its light,
What fate awaits the traveler then?
Darkness surrounds, the journey's pen,
This bond of love, we both must keep.

A home that lacks a sheltering wall,
A home that lacks, where shadows fall,
What worth is love, devoid of strife?
Anger's a ruse, to seize back life,
This bond of love, we both must keep.

If tears, by chance, should start to flow,
If tears, by chance, begin to go,
They are the soul's most precious art,
Don't let them fall, to tear apart.
Love's pearl, concealed, within the eye,
This bond of love, we both must try,
This bond of love, we both must keep,
A river of fire, our souls to steep,
A river of fire, and we must flee,
This bond of love, eternally,
This bond of love, for you and me,
For you and me, for you and me.

Aag Ka Darya (1990) - Movie Details
Film CastDilip Kumar, Rekha, Amrita Singh, Avtar Gill, Padmini Kolhapure SingerLata Mangeshkar, Asha Bhosle, Shabbir Kumar, Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy LyricistRajinder Krishan Music ByLaxmikant Shantaram Kudalkar DirectorS.V. Rajendra Singh ProducerR. Venkataraman External LinksAag Ka Darya at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement