Video of "Rulaa Kar Chal Diye Ik Din Hansi Ban Kar Jo Aaye The" from YouTube
Rulaa Kar Chal Diye Ik Din Hansi Ban Kar Jo Aaye The Video Thumbnail
Advertisement
Rulaa Kar Chal Diye Ik Din Hansi Ban Kar Jo Aaye The - रुला कर चल दिये इक दिन, हँसी बन कर जो आये थे
Lyrics of Rulaa Kar Chal Diye Ik Din Hansi Ban Kar Jo Aaye The - रुला कर चल दिये इक दिन, हँसी बन कर जो आये थे
rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the
rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the
chaman ro-ro ke kahta hai
chaman ro-ro ke kahta hai, kabhi gul muskuraye the
rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the

agar dil ke zuba hoti to ye gam kuch kam to ho jata
ye gam kuch kam to ho jata
agar dil ke zuba hoti to ye gam kuch kam to ho jata
ye gam kuch kam to ho jata
udhar vo chup, idhar sine me hum tufan chhupaye the
chaman ro-ro ke kahta hai
chaman ro-ro ke kahta hai, kabhi gul muskuraye the
rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the

ye achchha tha na hum kahte kisi se dasta apni
kisi se dasta apni
ye achchha tha na hum kahte kisi se dasta apni
kisi se dasta apni
samjh paye na jab apne, paraye to paraye the
chaman ro-ro ke kahta hai
chaman ro-ro ke kahta hai, kabhi gul muskuraye the
rula kar chal diye ik din hansi ban kar jo aaye the
lyrics of song Rulaa Kar Chal Diye Ik Din Hansi Ban Kar Jo Aaye The
Poetic Translation - Lyrics of Rulaa Kar Chal Diye Ik Din Hansi Ban Kar Jo Aaye The - रुला कर चल दिये इक दिन, हँसी बन कर जो आये थे
They came as laughter, then left with tears,
they came as laughter, then left with tears.
The garden weeps, its whisper now:
Once, blossoms bloomed, and banished all our fears.
They came as laughter, then left with tears.

If the heart could speak, a solace might appear,
a solace might appear.
If the heart could speak, a solace might appear,
a solace might appear.
Silent they, while storms within we held so dear.
The garden weeps, its whisper now:
Once, blossoms bloomed, and banished all our fears.
They came as laughter, then left with tears.

Better to have kept our tale unheard,
our tale unheard.
Better to have kept our tale unheard,
our tale unheard.
Unseen, unheard by kin, by stranger stirred.
The garden weeps, its whisper now:
Once, blossoms bloomed, and banished all our fears.
They came as laughter, then left with tears.

Badshah (1954) - Movie Details
Film CastPradeep Kumar, Usha Kiran, Mala Sinha, Ulhas, K N Singh, Agha, Achla Sachdev, Hari Shivdasani SingerHemant Kumar, Lata Mangeshkar LyricistHasrat Jaipuri, Shailendra Music ByShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal DirectorMiya Chakraborty External LinksBadshah at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement