Video of "Rut Hai Milan Ki Saathi Mere Aa Re" from YouTube
Rut Hai Milan Ki Saathi Mere Aa Re Video Thumbnail
Advertisement
Rut Hai Milan Ki Saathi Mere Aa Re - रुत है मिलन की साथी मेरे आ रे
Lyrics of Rut Hai Milan Ki Saathi Mere Aa Re - रुत है मिलन की साथी मेरे आ रे
rut hai milan ki sathi mere aa re
rut hai milan ki sathi mere aa re
mohe kahi le chal baaho ke sahare
baago me kheto me nadiya kinare
rut hai milan ki sathi mere aa re

ho koi sajanava aaja
tere bina thandi hava sahi na jaye
aaja re aaja re
rut hai milan ki sathi mere aa re
mohe kahi le chal baaho ke sahare
baago me kheto me nadiya kinare
rut hai milan ki sathi mere aa re

jaise rut pe chhaye hariyali, gahari mukh pe rangat nikhar ki
kheto ke sang jhume pavan me, phulva sapano ke dali araman ki
tere siva ab to kuch sujhe nahi savare
rut hai milan ki sathi mere aa re
mohe kahi le chal baaho ke sahare
baago me kheto me nadiya kinare
rut hai milan ki sathi mere aa re

o sajaniya jaan le le koi mose, ab to lage naina tose
aaja o aaja
man kahata hai duniya taj ke, jani bas jau teri aankho me
aur main gori mahaki mahaki, ghul ke rah jau teri saaso me
ek duje me yu kho jaye jag dekha kare
rut hai milan ki sathi mere aa re
mohe kahi le chal baaho ke sahare
baago me kheto me nadiya kinare
rut hai milan ki sathi mere aa re
rut hai milan ki sathi mere aa re
lyrics of song Rut Hai Milan Ki Saathi Mere Aa Re
Poetic Translation - Lyrics of Rut Hai Milan Ki Saathi Mere Aa Re - रुत है मिलन की साथी मेरे आ रे
The season of union, my love, come to me,
The season of union, my love, come to me.
Take me away, held close in your arms,
To gardens and fields, by the river's charm.
The season of union, my love, come to me.

Oh, my beloved, come,
Without you, even the cool breeze is unbearable.
Come, oh come,
The season of union, my love, come to me.
Take me away, held close in your arms,
To gardens and fields, by the river's charm.
The season of union, my love, come to me.

As greenery embraces the season, a radiant glow on my face,
With fields, the wind dances, flowers bloom, dreams in a passionate embrace.
Without you, nothing else makes sense, my dark one,
The season of union, my love, come to me.
Take me away, held close in your arms,
To gardens and fields, by the river's charm.
The season of union, my love, come to me.

Oh, my love, know this of me, my eyes now seek only yours,
Come, oh come,
My heart whispers, abandoning the world, I'll reside in your eyes,
And I, fair and fragrant, will dissolve in your breath.
Lost in each other, the world will watch us,
The season of union, my love, come to me.
Take me away, held close in your arms,
To gardens and fields, by the river's charm.
The season of union, my love, come to me.
The season of union, my love, come to me.

Mela (1971) - Movie Details
Film CastMumtaz, Sachin Pilgaonkar, Sanjay Khan, Feroz Khan, Lalita Pawar, Rajendra Nath, Ram Mohan, Master Ratan, Srandhir SingerLata Mangeshkar, Manna Dey, Mohammed Rafi LyricistMajrooh Sultanpuri Music ByR D Burman DirectorPrakash Mehra ProducerA A Nadiadwala External LinksMela at IMDB      Mela at Wikipedia Movie at YTMela at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement