Video of "Saans Aati Hai, Zindaa Rahane Ke Lie Teri Kasam" from YouTube
Saans Aati Hai, Zindaa Rahane Ke Lie Teri Kasam Video Thumbnail
Advertisement
Saans Aati Hai, Zindaa Rahane Ke Lie Teri Kasam - साँस आती है, जिन्दा रहने के लिए तेरी कसम
Lyrics of Saans Aati Hai, Zindaa Rahane Ke Lie Teri Kasam - साँस आती है, जिन्दा रहने के लिए तेरी कसम
saans aati hai saans jaati hai
sirf mujhko hai intazaar tera
aansuo ki ghataaye pi pi ke
ab to kahataa hai yahi pyaar mera
zinda rahane ke liye teri kasam
zinda rahane ke liye teri kasam
ek mulaakaat zaruri hai sanam
ek mulaakaat zaruri hai sanam
zinda rahane ke liye teri kasam
zinda rahane ke liye teri kasam
ek mulaakaat zaruri hai sanam
ek mulaakaat zaruri hai sanam
ek mulaakaat zaruri hai sanam

mere saath me ro raha aasamaa
mera pyaar khoya hai jane kaha
use dhundhati mai yahaa se vahaa
milan ki mujhe aas hai nekalti nahi jaan hai
main kitni majabur hu ye kaisa imtahan hai
zinda rahne ke liye teri kasam
zidaa rahne ke liye teri kasam
ek mulakat zaruri hai sanam
ek mulakat zaruri hai sanam
zinda rahane ke liye
lyrics of song Saans Aati Hai, Zindaa Rahane Ke Lie Teri Kasam
Poetic Translation - Lyrics of Saans Aati Hai, Zindaa Rahane Ke Lie Teri Kasam - साँस आती है, जिन्दा रहने के लिए तेरी कसम
Breath arrives, breath departs,
Only for you, my heart waits.
Drinking the clouds of my tears,
My love now whispers, it states:

To live, I swear on your name,
To live, I swear on your name,
A meeting with you is my only aim.
A meeting with you is my only aim.
To live, I swear on your name,
To live, I swear on your name,
A meeting with you is my only aim.
A meeting with you is my only aim.
A meeting with you is my only aim.

The sky weeps with me, so deep,
My love, lost, where do you sleep?
I search for you, my soul to keep,
Hoping for union, though life grows steep.
How helpless I am, this test I weep.
To live, I swear on your name,
To live, I swear on your name,
A meeting with you is my only aim.
A meeting with you is my only aim.
To live...

Sirf Tum (1999) - Movie Details
Film CastSanjay Kapoor, Priya Gill, Mohnish Behl, Johny Lever, Tej Sapru, Shobha Khote, Kader Khan, Jackie Shroff, Salman Khan, Sushmita Sen, Gurdas Mann, Simran, Ajit Vachchani, Shagufta Ali SingerAlka Yagnik, Ameen Sayani, Anuradha Paudwal, Farid Sabri, Gurdas Mann, Hariharan, Kumar Sanu, Udit Narayan LyricistSameer Music ByNadeem Saifee, Shravan DirectorAhathian ProducerBoney Kapoor External LinksSirf Tum at IMDB      Sirf Tum at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement