Video of "Saaqiyaa Aaj Mujhe Nind Nahin Aayegi" from YouTube
Saaqiyaa Aaj Mujhe Nind Nahin Aayegi Video Thumbnail
Advertisement
Saaqiyaa Aaj Mujhe Nind Nahin Aayegi - साक़िया आज मुझे नींद नहीं आयेगी
Lyrics of Saaqiyaa Aaj Mujhe Nind Nahin Aayegi - साक़िया आज मुझे नींद नहीं आयेगी
saaqiya, saaqiya
saaqiya aaj mujhe nind nahi aayegi
nind nahi aayegi
saaqiya aaj mujhe nind nahi aayegi
suna hai teri mahfil me rat jaga hai
aankho-aankho me yun hi raat guzar jaayegi
suna hai teri mahfil me rat jaga hai
saaqiya aaj mujhe nind nahi aayegi
suna hai teri mahfil me rat jaga hai
aankho-aankho me yun hi raat guzar jaayegi
suna hai teri mahfil me rat jaga hai
suna hai teri mahfil me rat jaga hai

saaqi hai aur shaam bhi, ulfat kaa jaam bhi
taqadir hai usi ki, jo le inse kaam bhi
rang-e-mahfil hai raat bhar ke liye
rang-e-mahfil hai raat bhar ke liye
sochna kya abhi sahar ke liye
sochna kya abhi sahar ke liye
rang-e-mahfil hai raat bhar ke liye
sochna kya abhi sahar ke liye
tera jalwa ho teri surat ho
aur kya chaahiye nazar ke liye
aur kya chaahiye nazar ke liye
aaj surat teri beparda nazar aayegi
suna hai teri mahfil me rat jaga hai
saaqiya aaj mujhe nind nahi aayegi
suna hai teri mahfil me rat jaga hai
suna hai teri mahfil me rat jaga hai

mohbbat me jo mit jata hai wo kuch kah nahi sakta
ye wo kucha hai jisme dil salaamat rah nahi sakta
kiski duniya yahaan tabaah nahi
kiski duniya yahaan tabaah nahi
kaun hai jiske lab pe aah nahi
kaun hai jiske lab pe aah nahi
kiski duniya yahaan tabaah nahi
kaun hai jiske lab pe aah nahi
husn par dil zarur aayegaa
isse bachne ki koi raah nahi
isse bachne ki koi raah nahi
zindagi aaj nazar milte hi lut jaayegi
suna hai teri mahfil me rat jaga hai
saaqiya aaj mujhe nind nahi aayegi
aankho-aankho me yun hi raat guzar jaayegi
sunaa hai teri mahfil me rat jaga hai
sunaa hai teri mahfil me rat jaga hai
lyrics of song Saaqiyaa Aaj Mujhe Nind Nahin Aayegi
Poetic Translation - Lyrics of Saaqiyaa Aaj Mujhe Nind Nahin Aayegi - साक़िया आज मुझे नींद नहीं आयेगी
O, Cupbearer, O Cupbearer,
Sleep will not touch me tonight,
No, sleep will not come.
O, Cupbearer, tonight, sleep flees.
They say your gathering holds vigil,
And the night will pass in eyes alone.
They say your gathering holds vigil.
O, Cupbearer, tonight, sleep flees.
They say your gathering holds vigil,
And the night will pass in eyes alone.
They say your gathering holds vigil.
They say your gathering holds vigil.

The Saki is here, the evening too, love's chalice also,
Fortune favors the one who partakes of these.
The colors of the gathering, for the whole night,
The colors of the gathering, for the whole night.
Why think of the dawn?
Why think of the dawn?
The colors of the gathering, for the whole night,
Why think of the dawn?
Your radiance, and your face,
What more could the eye desire?
What more could the eye desire?
Tonight, your face will unveil itself before my gaze.
They say your gathering holds vigil.
O, Cupbearer, tonight, sleep flees.
They say your gathering holds vigil.
They say your gathering holds vigil.

In love, the one who is consumed, cannot speak,
This is a lane where the heart cannot remain safe.
Whose world here is not ruined?
Whose world here is not ruined?
Who is there whose lips hold no sigh?
Who is there whose lips hold no sigh?
Whose world here is not ruined?
Who is there whose lips hold no sigh?
The heart will surely be drawn to beauty,
There is no path to escape it.
There is no path to escape it.
Life, at first sight, will be plundered tonight.
They say your gathering holds vigil.
O, Cupbearer, tonight, sleep flees.
And the night will pass in eyes alone.
They say your gathering holds vigil.
They say your gathering holds vigil.

Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) - Movie Details
Film CastGuru Dutt, Meena Kumari, Sapru, Waheeda Rehman, Rehman, Nasir Husain, Dhumal, Harindranath Chattopadhyay, Pratima Devi, S N Banerjee, Krishan Dhawan, Vikram Kapoor, Minu Mumtaz, Ranjit Kumari, Jawahar Kaul, Bimla Kumari SingerAsha Bhosle, Geeta Dutt LyricistShakeel Badayuni Music ByHemant Kumar DirectorAbrar Alvi External LinksSahib Bibi Aur Ghulam at IMDB      Sahib Bibi Aur Ghulam at Wikipedia Movie at YTSahib Bibi Aur Ghulam at YT    Sahib Bibi Aur Ghulam at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement