Video of "Sab Kuch Luta Ke Hosh Mein Aaye To Kya Kiya" from YouTube
Sab Kuch Luta Ke Hosh Mein Aaye To Kya Kiya Video Thumbnail
Advertisement
Sab Kuch Luta Ke Hosh Mein Aaye To Kya Kiya - सब कुछ लुटा के होश में आए तो क्या किया
Lyrics of Sab Kuch Luta Ke Hosh Mein Aaye To Kya Kiya - सब कुछ लुटा के होश में आए तो क्या किया
na puchho pyar ki hamne wo hakikat dekhi
wafa ke naam pe bikti hai hui ulafat dekhi
kisi ne luta liya aur khabar na hui
khuli jo aankh to barbad muhabbat dekhi
sab kuch luta ke hosh mein aaye to kya kiya
sab kuch luta ke hosh mein aaye to kya kiya
din mein agar charag jalye to kya kiya
sab kuch luta ke hosh mein aaye to kya kiya

main wo kali hu jo na baharo mein khil saki
main wo kali hu jo na baharo mein khil saki
wo dul hu jisko pyar ki manjil na mil saki
manjil na mil saki
patthar pe hamne phul chadhaye to kya kiya
din mein agar charag jalye to kya kiya
sab kuch luta ke hosh mein aaye to kya kiya

jo mil na saka pyar gam ki sham to mile
jo mil na saka pyar gam ki sham to mile
ik bewafa se pyar ka njaam to mile
ae maut jaldi aa ae maut jaldi aa jara aaram to mile
do din khushi ke dekh na paye to kya kiya

karte rahe khijaa se ham sauda bahar ka
badla diya to kya ye diya unke pyar ka
sab kuch luta ke hosh mein aaye to kya kiya
sab kuch luta ke hosh mein aaye to kya kiya
din mein agar charag jalye to kya kiya
sab kuch luta ke hosh mein aaye to kya kiya
sab kuch luta ke hosh mein aaye to kya kiya

ham badnasib pyar ki ruswai ban gaye
ham badnasib pyar ki ruswai ban gaye
khud hi laga ke aag tamashai ban gaye
tamashai ban gaye
daman se ab ye shole bujhaye to kya kiya
din mein agar charag jalye to kya kiya
sab kuch luta ke hosh mein aaye to kya kiya
sab kuch luta ke hosh mein aaye to kya kiya

le le haar phulo ke aayi to thi bahar
le le haar phulo ke aayi to thi bahar
najre uthake hamne hi dekha na ek baar
dekha na ek baar
aankho se ab ye parde hataye to kya kiya
din mein agar charag jalye to kya kiya
sab kuch luta ke hosh mein aaye to kya kiya
sab kuch luta ke hosh mein aaye to kya kiya
lyrics of song Sab Kuch Luta Ke Hosh Mein Aaye To Kya Kiya
Poetic Translation - Lyrics of Sab Kuch Luta Ke Hosh Mein Aaye To Kya Kiya - सब कुछ लुटा के होश में आए तो क्या किया
We bartered spring's promise with autumn's decree,
What cruel exchange for love's sweet decree?
To wake to the truth, having lost everything dear,
To wake to the truth, what remains to hold near?
To light a lamp in the sun's burning glare,
To wake to the truth, what remains to hold there?
To wake to the truth, what remains to hold there?

We, ill-fated, became love's disgrace,
We, ill-fated, in love's disgraced space.
We set fire ourselves, spectators in the blaze,
Spectators in the haze.
To quell the flames, when all has burned, alas,
To light a lamp in the sun's burning space,
To wake to the truth, what remains to hold there?
To wake to the truth, what remains to hold there?

With garlands of flowers, spring did arrive,
With garlands of flowers, spring did thrive.
We looked away, our gaze did not survive,
Our gaze did not survive.
To lift the veils now, what truth can we find?
To light a lamp in the sun's burning kind,
To wake to the truth, what remains to hold there?
To wake to the truth, what remains to hold there?

Ek Saal (1957) - Movie Details
Film CastAshok Kumar, Madhubala, Kuldip Kaur, Minu Mumtaz, Johnny Walker, Mehmood, Madan Puri SingerAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Talat Mahmood LyricistRavi, Prem Dhawan Music ByRavi DirectorDevendra Goel ProducerGoel Cine Corporation External LinksEk Saal at IMDB       Movie at YTEk Saal at YT    Ek Saal at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement