Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Sab Thaat Dharaa - सब ठाट धरा रह जायेगा
sab thaat dharaa rah jayega
sab thaat dharaa rah jayega
sab thaat dharaa rah jayega
jab laat chalega banjara
kya khoya hain kya oaya hain
sab chhod ke jayega banjara
sab thaat dharaa rah jayega
jab laat chalega banjara
kya khoya hain kya oaya hain
sab chhod ke jayega banjara
sab thaat dharaa rah jayega o o
panghat pipal dhol manjira
ghunghat gori shant fakira
panghat pipal dhol manjira
ghunghat gori shant fakira
ek rang me rang jayega, tera saanjh skaara
ek rang me rang jayega, tera saanjh skaara
tera saanjh sakaara
sab thaat dharaa rah jayega
sab thaat dharaa rah jayega
jab laat chalega banjara
kya khoya hain kya oaya hain
sab chhod ke jayega banjara
sab thaat dharaa rah jayega o o