Video of "Sach Ye Hai Bekar Hame Gham Hota Hai" from YouTube
Sach Ye Hai Bekar Hame Gham Hota Hai Video Thumbnail
Advertisement
Sach Ye Hai Bekar Hame Gham Hota Hai - सच ये हैं, बेकार हमें ग़म होता हैं
Lyrics of Sach Ye Hai Bekar Hame Gham Hota Hai - सच ये हैं, बेकार हमें ग़म होता हैं
sach ye hai, bekaar hume gham hota hai
sach ye hai, bekaar hume gham hota hai
jo chaha tha duniya mein, kam hota hai
sach ye hai, bekaar hume gham hota hai

dhalta suraj, phaila jungle, rasta gum
dhalta suraj, phaila jungle, rasta gum
humse puchho kaisa aalam hota hai
humse puchho kaisa aalam hota hai

gairo ko kab fursat hai, dukh dene ki
jab hota hai koi humdam, hota hai
sach ye hai, bekaar hume gham hota hai

zakhm to humne, in aankho se dekhe hai
zakhm to humne, in aankho se dekhe hai
logon se sunte hai, marham hota hai
logon se sunte hai, marham hota hai

zahan ki shakho par ashaar aa jaate hain
zahan ki shakho par ashaar aa jaate hain
jab teri yaadon ka mausam hota hai
jab teri yaadon ka mausam hota hai
jo chaha tha duniya mein, kam hota hai
sach ye hai, bekaar hume gham hota hai
lyrics of song Sach Ye Hai Bekar Hame Gham Hota Hai
Poetic Translation - Lyrics of Sach Ye Hai Bekar Hame Gham Hota Hai - सच ये हैं, बेकार हमें ग़म होता हैं
The truth is, sorrow burdens us in vain,
The truth is, sorrow burdens us in vain,
What we desire in this world, remains,
The truth is, sorrow burdens us in vain.

Sun descends, a forest spreads, the path obscured,
Sun descends, a forest spreads, the path obscured,
Ask us, what desolation is assured,
Ask us, what desolation is assured.

Strangers lack the leisure to impart pain,
When a companion arrives, solace is gained,
The truth is, sorrow burdens us in vain.

Wounds we've witnessed through these very eyes,
Oh, wounds we've witnessed through these very eyes,
From others we hear of healing that lies,
From others we hear of healing that lies.

Upon the branches of the mind, verses arise,
Upon the branches of the mind, verses arise,
When the season of your memories applies,
When the season of your memories applies,
What we desire in this world, remains,
The truth is, sorrow burdens us in vain.

Silsilay (album) (2005) - Movie Details
SingerJagjit Singh, Javed Akhtar LyricistJaved Akhtar
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement