Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Sada Rahe Din Yahi Hamare - सदा रहे दिन यही हमारे
sada rahe din yahi hamare
sada rahe yahi rate
balam ji sada rahe yahi rate
uljh rahe naino se naina
dil se ho dil ki bate
ho sajni dil se ho dil ki bate
sada rahe din yahi hamare
sada rahe yahi rate
balam ji sada rahe yahi rate
phuli phali hai man ki bagiya
umad rahi hai jiwan nadiya
umad rahi hai jiwan nadiya
barkha prem ki barse jaise
sawan ki barsate
balam ji sawan ki barsate
barkha prem ki barse jaise
sawan ki barsate
balam ji sawan ki barsate
sada rahe din yahi hamare
sada rahe yahi rate
balam ji sada rahe yahi rate
phul bani hai kali ye khilke
do dil ek hue hai milke
do dil ek hue hai milke
bhawre ki ab kali se hongi
nis din preet ki ghate
ho sajni nis din preet ki ghate
bhawre ki ab kali se hongi
nis din preet ki ghate
ho sajni nis din preet ki ghate
sada rahe din yahi hamare
sada rahe yahi rate
balam ji sada rahe yahi rate
sada rahe din yahi hamare
sada rahe yahi rate
balam ji sada rahe yahi rate
Comments for lyrics of song "Sada Rahe Din Yahi Hamare"
TheDeepakp on Thursday, January 15, 2015 Film cast: Munawar Sultana, Omprakash, Indu, Raj Adeeb, Jankidas
Singer: Lata Mangeshkar, Zohrabai, S D Batish, Mohammed Rafi, Geeta Dutt
Lyricist: Mulkraj Bhakri
Music Director: Husnlal Bhagatram
Film Director: Ravindra Dave, Kishore Sahu
Satyavir Yadav on Friday, May 02, 2014 What a majestically sweet duet !!
One of the best duets of Rafi-Lata & naturally it had to be tuned by HLBR.
Violin at its best in the hands of the masters, beats beautiful & vocals
were never so complimentary as of Rafi-Lata in such melodious duets.
The best duets of Rafi - Lata, around 1950s were definitely composed by
none other than HLBR duo.
Nice rare upload !!
rumahale on Tuesday, December 09, 2014 Wonderful.