Video of "Sajna Ve Sajna" from YouTube
Sajna Ve Sajna Video Thumbnail
Advertisement
Sajna Ve Sajna - सजना वे सजना
Lyrics of Sajna Ve Sajna - सजना वे सजना
kalandar mast kalnadar kalandar mast kalnadar
tu hi mere dil ke andar ve sajna ve sajna ve sajna
kalandar mast kalnadar kalandar mast kalnadar
tu hi mere dil ke andar ve sajna ve sajna ve sajna
mann saat samandar dol gaya
jo tu aakhon se bol gaya

mann saat samandar dol gaya
jo tu aakhon se bol gaya le teri ho gayi yaar
sajna ve sajna o sajna mere yaar
sajna ve sajna jo saat samundar dol gaya
tere pyar mein ye bin bol gaya
le teri ho gayi yaar

sajna ve sajna o sajna mere yaar
sajna ve sajna kalandar mast kalnadar
kalandar mast kalnadar tu hi mere dil ke andar
ve sajna ve sajna ve sajna
kalandar mast kalnadar kalandar mast kalnadar

tu hi mere dil ke andar ve sajna ve sajna ve sajna
tujhe bhar lu apni aakhon mein
in aakhon ko mein kholu na kholu apni baaton mein
fir is duniya se bolu na
tujhe bhar lu apni aakhon mein
in aakhon ko mein kholu na
kholu apni baaton mein
fir is duniya se bolu na
main dekhu mai baat karu

tere sath jiyu tere sath maru
main dekhu mai baat karu
tere sath jiyu tere sath maru
le teri ho gayi yaar
sajna ve sajna o sajna mere yaar
sajna ve sajna kalandar mast kalnadar
kalandar mast kalnadar tu hi mere dil ke andar
ve sajna ve sajna ve sajna.
Vicky Vidya Ka Woh Wala Video (2024) - Movie Details
Film CastRajkummar Rao, Tripti Dimri, Vijay Raaz, Mallika Sherawat, Tiku Talsania, Mukesh Tiwari, Archana Puran Singh, Rakesh Bedi, Ashwini Kalsekar, Mast Ali, Archana Patel, Saharsh Kumar Shukla, Jitendra, Mubeen Bakhsh Saudagar, Jaswant Singh Rathore, Ishtiyak Khan, Manjot Singh, Shehnaaz Gill, Akshobhya Gauniyal, Hitesh Yogesh Dave, Deepika Khanna, Luv Vispute, Harish Arya, Ashok Lokhande, Vikas Giri, Sunita Shirole, Raghvendra Tiwari SingerAnuradha Paudwal, Kumar Sanu, Daler Mehndi, Gurdeep Mehndi, Pawan Singh I, Rupali Jagga, Rupesh Mishra, Mansa Jimmy, Raghav Chaitanya, Shilpa Rao, Sachet Tandon, Soumyadeep, Sunidhi Chauhan, Divya Kumar, Varun Jain, Vishal Mishra, Hansika Pareek LyricistIrshad Kamil, Priya Saraiya, Sameer, Som, Vayu Music ByAnand Milind, White Noise Collective, Nadeem Shravan, Sachin Jigar, Sandesh Shandilya DirectorAshwin Varde, Bhushan Kumar, Ektaa R. Kapoor, Krishan Kumar, Raaj Shandilya, Rajesh Bahl, Shobha Kap ProducerRaaj Shandilya External LinksVicky Vidya Ka Woh Wala Video at IMDB      Vicky Vidya Ka Woh Wala Video at Wikipedia Movie at YTVicky Vidya Ka Woh Wala Video at YT    Vicky Vidya Ka Woh Wala Video at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement