Video of "Salona Sa Sajan Hai Aur Main Hoon" from YouTube
Salona Sa Sajan Hai Aur Main Hoon Video Thumbnail
Advertisement
Salona Sa Sajan Hai Aur Main Hoon - सलोना सा सजन हैं, और मैं हूँ
Lyrics of Salona Sa Sajan Hai Aur Main Hoon - सलोना सा सजन हैं, और मैं हूँ
salona sa sajan hai, aur main hoon
salona sa sajan hai, aur main hoon
jiya mein ek agan hai, aur main hoon
salona sa sajan hai, aur main hoon

tumhare rup ki chhaya me saajan
tumhare rup ki chhaya me saajan
badi thandi jalan hai, aur main hu
salona sa sajan hai, aur main hoon

churaaye chain, raato ko jagaaye
churaaye chain, raato ko jagaaye
piya ka ye chalan hai, aur main hoon
salona sa sajan hai, aur main hoon

piya ke saamne, ghunghat utha de
piya ke saamne, ghunghat utha de
badi chanchal pawan hai, aur main hoon
salona sa sajan hai, aur main hoon

rachegi jab mere haatho mein mehendi
rachegi jab mere haatho mein mehendi
usi din ki lagan hai, aur main hoon
salona sa sajan hai, aur main hoon
jiya mein ek agan hai, aur main hoon
salona sa sajan hai, aur main hoon
lyrics of song Salona Sa Sajan Hai Aur Main Hoon
Poetic Translation - Lyrics of Salona Sa Sajan Hai Aur Main Hoon - सलोना सा सजन हैं, और मैं हूँ
A beloved, fair of form, and I am here,
A beloved, fair of form, and I am here,
A fire within my soul, and I am here,
A beloved, fair of form, and I am here.

Within your form's soft, shimmering embrace,
Within your form's soft, shimmering embrace,
A cooling burn, yet mine, and I am here,
A beloved, fair of form, and I am here.

He steals my peace, and wakes me in the night,
He steals my peace, and wakes me in the night,
My love's strange, subtle art, and I am here,
A beloved, fair of form, and I am here.

Before my love, I lift the veil of shame,
Before my love, I lift the veil of shame,
A restless breeze, I am, and I am here,
A beloved, fair of form, and I am here.

When henna stains my willing hands with grace,
When henna stains my willing hands with grace,
That day's desire, is mine, and I am here,
A beloved, fair of form, and I am here.
A fire within my soul, and I am here,
A beloved, fair of form, and I am here.

Aabshar-e-ghazal (1985) - Movie Details
SingerAsha Bhosle, Hari Haran Music ByHariharan External LinksAabshar-e-ghazal at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement