Video of "Samay Ke Darpan Mein Sukh Dukh Apna Dekhe" from YouTube
Samay Ke Darpan Mein Sukh Dukh Apna Dekhe Video Thumbnail
Advertisement
Samay Ke Darpan Mein Sukh Dukh Apna Dekhe - समय के दर्पण में सुख दुःख अपना देखे
Lyrics of Samay Ke Darpan Mein Sukh Dukh Apna Dekhe - समय के दर्पण में सुख दुःख अपना देखे
samay ke darpan me samay ke darpan me sukh dukh apna dekhe
aao hum tum mil jul karke ek sapna dekhe
aao hum tum mil jul karke ek sapna dekhe
samay ke darpan me sukh dukh apna dekhe
aao hum tum mil jul karke ek sapna dekhe
aao hum tum mil jul karke ek sapna dekhe

dur bhut hi dur bhut hi dur bhut hi dur kahi bahro me
dur bhut hi dur bhut hi dur bhut hi dur kahi bahro me
mahak rahi hai dhul khile hai phul kai hazaro me
khel rahe hai ankh micholi humjoli pyar ke pehale sawan me
samay ke darpan me sukh dukh apna dekhe
aao hum tum mil jul karke ek sapna dekhe
aao hum tum mil jul karke ek sapna dekhe

laaj se bojhal me laaj se bojhal me
nahi hai chain milan ki bela hai
log kai hai sath bhari barat jiya akela hai
utar rahi hai meri doli o humjoli ashao ke angan me
samay ke darpan me sukh dukh apna dekhe
aao hum tum mil jul karke ek sapna dekhe
aao hum tum mil jul karke ek sapna dekhe

bhul gaye har baat sajaniya bhul gaye har baat sajaniya
sej sajan sazane me bhed jara tu khol
jo dekha vo bhul sapn suhane me dekha maine aankh jo kholi
o hum joli pyar hi pyar hi jiwan me
samay ke darpan me sukh dukh apna dekhe
aao hum tum mil jul karke ek sapna dekhe
aao hum tum mil jul karke ek sapna dekhe
lyrics of song Samay Ke Darpan Mein Sukh Dukh Apna Dekhe
Poetic Translation - Lyrics of Samay Ke Darpan Mein Sukh Dukh Apna Dekhe - समय के दर्पण में सुख दुःख अपना देखे
In time's mirrored glass, our joys and sorrows we see,
Come, let us together dream a dream, you and me.
Come, let us together dream a dream, you and me.
In time's mirrored glass, in time's mirrored glass,
Come, let us together dream a dream, you and me.
Come, let us together dream a dream, you and me.

Far, so very far, where blossoms reside,
Far, so very far, where blossoms reside,
Dust perfumes, thousands of flowers open wide.
Playing hide-and-seek, companions in love's first rain,
In time's mirrored glass, our joys and sorrows we see,
Come, let us together dream a dream, you and me.
Come, let us together dream a dream, you and me.

Shrouded by shame, shrouded by shame,
No peace is found in the hour of our game.
Many are near, a wedding procession, yet my heart is alone.
My palanquin descends, oh friend, in the courtyard of hope, I roam.
In time's mirrored glass, our joys and sorrows we see,
Come, let us together dream a dream, you and me.
Come, let us together dream a dream, you and me.

Forgotten, every word, my love, forgotten, every word,
In adorning the bed for my love, the secret, you must be heard.
What was seen, forgotten in beautiful dreams, I then did find,
Opening my eyes, oh friend, in life only love I find.
In time's mirrored glass, our joys and sorrows we see,
Come, let us together dream a dream, you and me.
Come, let us together dream a dream, you and me.

Jeevan Dhaara (1982) - Movie Details
Film CastRaj Babbar, Rekha, Amol Palekar, Kanwaljeet Singh, Simple Kapadia, Madhu Kapoor, Sulochana, Kumud Bole, Padma Chavan, Rakesh Roshan, Suresh Chatwal, Karan Razdan, Javed, Baby Pinky, Harish, Rajesh, Prema Narayan, R.R. Venkat Rao, Ramchandra SingerAlka Yagnik, Anuradha Paudwal, Asha Bhosle, Kavita Krishnamurthy, Kishore Kumar, S.P.Balasubramaniam, Saleem Shahzaad Prem Raagi, Suresh Wadkar LyricistAnand Bakshi Music ByLaxmikant Kudalkar, Pyarelal DirectorT Rama Rao ProducerA V Subba Rao, Amarnath, Laxman External LinksJeevan Dhaara at IMDB      Jeevan Dhaara at Wikipedia Movie at YTJeevan Dhaara at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement