Video of "Sanso Se Nahi Qadmo Se Nahi Mohabbat Se Chalti Hai Duniya" from YouTube
Sanso Se Nahi Qadmo Se Nahi Mohabbat Se Chalti Hai Duniya Video Thumbnail
Advertisement
Sanso Se Nahi Qadmo Se Nahi Mohabbat Se Chalti Hai Duniya - सांसो से नहीं कदमों से नहीं मोहब्बत से चलती है दुनिया
Lyrics of Sanso Se Nahi Qadmo Se Nahi Mohabbat Se Chalti Hai Duniya - सांसो से नहीं कदमों से नहीं मोहब्बत से चलती है दुनिया
mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat
sanso se nahi kadmo se nahi mohabbat se chalti hai duniya
sanso se nahi kadmo se nahi mohabbat se chalti hai duniya
daulat se nahi takat se nahi mohabbat se chalti hai duniya duniya
sanso se nahi kadmo se nahi mohabbat se chalti hai duniya

mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat
palke se kante ye hata denge phul to kya dil bicha denge
mitne na denge naame mohabbat khud ko khushi se mita denge
tazo se nahi takhto se nahi mohabbat se chalti hai duniya duniya
sanso se nahi kadmo se nahi mohabbat se chalti hai duniya

pyaar ke vade hum nibha denge
kadamo me ambar ko jhuka denge
rang ho jitne bhi khushi ke raho me teri saja denge
pyaar ke vade hum nibha denge
kadamo me ambar ko jhuka denge
rang ho jitne bhi khushi ke raho me teri saja denge
risto se nahi nato se nahi mohabbat se chalti hai duniya duniya
sanso se nahi kadmo se nahi mohabbat se chalti hai duniya
daulat se nahi takat se nahi mohabbat se chalti hai duniya
mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat
lyrics of song Sanso Se Nahi Qadmo Se Nahi Mohabbat Se Chalti Hai Duniya
Poetic Translation - Lyrics of Sanso Se Nahi Qadmo Se Nahi Mohabbat Se Chalti Hai Duniya - सांसो से नहीं कदमों से नहीं मोहब्बत से चलती है दुनिया
Love, Love, Love, Love, Love,
Not by breath, nor by stride, the world unfurls with love.
Not by breath, nor by stride, the world unfurls with love.
Not by fortune, nor by force, the world dances on love's stage, world.
Not by breath, nor by stride, the world unfurls with love.

Love, Love, Love, Love, Love,
From the eyes, we'd pluck thorns, and lay down hearts, not just flowers.
We'll not let love's name fade, we'd gladly vanish in joy.
Not by crowns, nor by thrones, the world unfurls with love.
Not by breath, nor by stride, the world unfurls with love.

Promises of love, we shall keep,
And bow the heavens at your feet.
Colors of joy, whatever they be, we'll paint upon your path.
Promises of love, we shall keep,
And bow the heavens at your feet.
Colors of joy, whatever they be, we'll paint upon your path.
Not by ties, nor by kinship, the world dances on love's stage, world.
Not by breath, nor by stride, the world unfurls with love.
Not by fortune, nor by force, the world dances on love's stage, world.
Love, Love, Love, Love, Love.

Mohabbat (1985) - Movie Details
Film CastAnil Kapoor, Vijeyta Pandit, Amjad Khan, Amrish Puri, Shakti Kapoor, Aruna Irani, Satish Kaushik, Shobha Khote, Asit Sen, Shammi SingerKishore Kumar, Amit Kumar, Lata Mangeshkar, Asha Bhosle LyricistIndeevar Music ByBappi Lahiri DirectorBapu ProducerAshok Thakeria, Indra Kumar External LinksMohabbat at IMDB      Mohabbat at Wikipedia Movie at YTMohabbat at YT    Mohabbat at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement