Video of "Sau Saal Pahle Mujhe Tumse Payar Tha" from YouTube
Advertisement
Sau Saal Pahle Mujhe Tumse Payar Tha - सौ साल पहले मुझे तुम से प्यार था
SingerMohammed Rafi, Lata Mangeshkar
Music byShankar Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri
ActorDev Anand, Asha Parekh
CategoryRomantic Songs
MovieJab Pyar Kisi Se Hota Hai (1961)
Lyrics of Sau Saal Pahle Mujhe Tumse Payar Tha - सौ साल पहले मुझे तुम से प्यार था
sau saal pehle mujhe tum se pyaar tha
mujhe tum se pyaar tha
aaj bhi hai aur kal bhi rahega
sau saal pehle mujhe tum se pyaar tha
mujhe tum se pyaar tha
aaj bhi hai aur kal bhi rahega
sadiyo se tujh se milne jiyaa bekraar tha
jiyaa bekraar tha
aaj bhi hai aur kal bhi rahega
sau saal pehle mujhe tum se pyaar tha
mujhe tum se pyaar tha
aaj bhi hai aur kal bhi rahega
tum rutha na karo meri ja
meri jaan nikal jaati hai
tum hansti rahti ho to
ik bijali si chamak jaati hai
tum rutha na karo meri ja
meri jaan nikal jaati hai
tum hansti rahti ho to
ik bijali si chamak jaati hai
mujhe jite ji o dilbar, teraa itnzaar tha
teraa itazaar tha
aaj bhi hai aur aur kal bhi rahega
sadiyo se tujh se milne jiyaa bekraar tha
jiyaa bekraar tha
aaj bhi hai aur kal bhi rahega
is dil ke taaro me
madhur jhankar tum hi se hai
aur ye hasin jalwa, ye mast bahaar tum hi se hai
is dil ke taaro me
madhur jhankar tum hi se hai
aur ye hasin jalwa, ye mast bahaar tum hi se hai
dil to meraa sanam, tera talabgaar tha
tera talabgaar tha
aaj bhi hai aur aur kal bhi rehegaa
sau saal pehle mujhe tum se pyaar tha
mujhe tum se pyaar tha
aaj bhi hai aur kal bhi rahega
in pyaar ki raaho me kaho to
ab khud ko mita dun mai
aur chaandi se kadmo me
dhadakte dil ko bichhaa dun mai
in pyaar ki raaho me kaho to
ab khud ko mita dun mai
aur chaandi se kadmo me
dhadakte dil ko bichhaa dun mai
tujhe mere jivan par sadaa ikhtiyaar tha
sadaa ikhtiyaar tha

Poetic Translation - Lyrics of Sau Saal Pahle Mujhe Tumse Payar Tha - सौ साल पहले मुझे तुम से प्यार था
A century past, my love, my heart, it knew you,
Knew you, this love,
And knows it still, and will forever be true.
A century past, my love, my heart, it knew you,
Knew you, this love,
And knows it still, and will forever be true.
For ages past, to meet you, my soul was restless,
Was restless, this soul,
And is, and will be, through all eternity’s call.
A century past, my love, my heart, it knew you,
Knew you, this love,
And knows it still, and will forever be true.
Do not be angered, my life's own breath,
For with it, my life departs and fades.
When you smile, a lightning brightens my path,
A vibrant electric grace pervades.
Do not be angered, my life's own breath,
For with it, my life departs and fades.
When you smile, a lightning brightens my path,
A vibrant electric grace pervades.
While living, O Beloved, I waited for you,
Waited, this heart,
And waits it still, and will forever be true.
A century past, my love, my heart, it knew you,
Knew you, this love,
And knows it still, and will forever be true.
In this heart’s strings, the sweet melody,
It plays only for you.
This lovely display, this glorious glee,
It all, my love, belongs to you.
In this heart’s strings, the sweet melody,
It plays only for you.
This lovely display, this glorious glee,
It all, my love, belongs to you.
My heart, my love, for you always yearned,
Yearned, this heart,
And yearns it still, and will forever be true.
A century past, my love, my heart, it knew you,
Knew you, this love,
And knows it still, and will forever be true.
Upon these paths of love, if you but say,
I'd vanish, become the dust of you.
And beneath your silver steps, I would lay,
My beating heart, forever true.
Upon these paths of love, if you but say,
I'd vanish, become the dust of you.
And beneath your silver steps, I would lay,
My beating heart, forever true.
Over my life, you always had command,
Had command, my love,
And have it still, and will forever be true.

Jab Pyar Kisi Se Hota Hai (1961) - Movie Details
Film CastDev Anand, Asha Parekh, Pran, Sulochana, Rajendra Nath, Raj Mehra, Mubarak, Ulhas Wasti, Tahir Hussain
SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi
LyricistHasrat Jaipuri, Shailendra
Music ByShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
DirectorNasir Hussain
ProducerNasir Hussain
External LinksJab Pyar Kisi Se Hota Hai at IMDB Jab Pyar Kisi Se Hota Hai at Wikipedia
Movie at YTJab Pyar Kisi Se Hota Hai at YT Jab Pyar Kisi Se Hota Hai at YT(2)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films