Video of "Sawan Ki Ghata Payal Ki Sada Kaliyo Ki" from YouTube
Sawan Ki Ghata Payal Ki Sada Kaliyo Ki Video Thumbnail
Advertisement
Sawan Ki Ghata Payal Ki Sada Kaliyo Ki - सावन की घटा पायल की सदा कलियों की
Lyrics of Sawan Ki Ghata Payal Ki Sada Kaliyo Ki - सावन की घटा पायल की सदा कलियों की
sawan ki ghata payal ki sada kaliyo ki najakat kahte hai
aye yar kahi tu wo to nahi jise log kyamat kahte hai
sawan ki ghata

in julfo ka jane raz hai kya in aankho ka ye andaz hai kya
in julfo ka jane raz hai kya in aankho ka ye andaz hai kya
yu koi sitam dhaye to sanam hum usko inayat kahte hai
sawan ki ghata

phulo ka guman bhi jhutha hai jannat ka bharam bhi tuta hai
phulo ka guman bhi jhutha hai jannat ka bharam bhi tuta hai
in sabse kahi wo jajba hasi jise teri mohabbat kahte hai
sawan ki ghata

pucha hai sitaro se maine kyu nind nahi aati mujhko
pucha hai sitaro se maine kyu nind nahi aati mujhko
hai teri kasam wo isko sanam teri hi sararat kahte hai
sawan ki ghata payal ki sada kaliyo ki najakat kahte hai
aye yar kahi tu wo to nahi jise log kyamat kahte hai
sawan ki ghata
lyrics of song Sawan Ki Ghata Payal Ki Sada Kaliyo Ki
Poetic Translation - Lyrics of Sawan Ki Ghata Payal Ki Sada Kaliyo Ki - सावन की घटा पायल की सदा कलियों की
The monsoon's swell, a dancer's chime, the bud's soft grace, they say,
Oh friend, are you the one, perhaps, whom all do Judgment call?
The monsoon's swell.

What secret hides in tresses dark, what art those eyes employ?
To wound so, yet to be so loved, we call it, "Heaven's joy."
The monsoon's swell.

The flower's boast, a fleeting lie, all paradise, a fading dream,
Beyond them all, a lovelier fire, your love, the heart's supreme.
The monsoon's swell.

I asked the stars, why sleep eludes, why shadows fill the night?
By your dear name, they whisper then, "Your mischief, is its light."
The monsoon's swell, a dancer's chime, the bud's soft grace, they say,
Oh friend, are you the one, perhaps, whom all do Judgment call?
The monsoon's swell.

Aag Aur Toofan (1975) - Movie Details
SingerMahendra Kapoor, Suman Kalyanpur, Chandrani Mukherjee LyricistAnjaan, Anand Bakshi Music ByDatta Naik External LinksAag Aur Toofan at IMDB      Aag Aur Toofan at Wikipedia Movie at YTAag Aur Toofan at YT    Aag Aur Toofan at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement