Video of "Shabdon Mein Kya Bayaan Karu" from YouTube
Shabdon Mein Kya Bayaan Karu Video Thumbnail
Advertisement
Shabdon Mein Kya Bayaan Karu - शब्दों मे क्या बयाँ करूँ
Lyrics of Shabdon Mein Kya Bayaan Karu - शब्दों मे क्या बयाँ करूँ
shabdon mein kya bayaan karoon
tere husn ka jamaal
jo dekhe wo yahin kahe
kudrat ka hai kamaal
kudrat ka hai kamaal
tu kudrat ka hai kamaal
shabdon mein kya bayaan karoon
tere husn ka jamaal
jo dekhe wo yahin kahe
kudrat ka hai kamaal
kudrat ka hai kamaal
tu kudrat ka hai kamaal

chehra hai ya hai gulaab
rangat hai gulaab si
teri mast mast aankhon se
chhalke hai kuchh sharaab si
teri mast mast aankhon se
chhalke hai kuchh sharaab si
chhalke hai kuchh sharaab si
chhalke hai kuchh sharaab si
chehra hai yaa woh chaand hai
tera kya doon main bemisaal
jo dekhe wo yahin kahe
kudrat ka hai kamaal
kudrat ka hai kamaal
tu kudrat ka hai kamaal

angadaai tu jo leti hai
dil zor se dhadkta hai
bikhraye jo tu zulfon ko
khushboo se dil mehekta hai
bikhraye jo tu zulfon ko
khushboo se dil mehekta hai
khushboo se dil mehekta hai
khushboo se dil mehekta hai
teri ek muskurahat pe
mite hai dil ka har malaal
jo dekhe wo yahin kahe
kudrat ka hai kamaal
kudrat ka hai kamaal
tu kudrat ka hai kamaal
lyrics of song Shabdon Mein Kya Bayaan Karu
Poetic Translation - Lyrics of Shabdon Mein Kya Bayaan Karu - शब्दों मे क्या बयाँ करूँ
How can I speak of you in words,
Of beauty that the soul accords?
All who gaze upon your grace,
Whisper, "Nature's art we trace."
Nature's art, a sight to see,
You, the essence, wild and free.
How can I speak of you in words,
Of beauty that the soul accords?
All who gaze upon your grace,
Whisper, "Nature's art we trace."
Nature's art, a sight to see,
You, the essence, wild and free.

Is your face a rose in bloom?
Colors like a rose assume.
From your eyes, a vibrant tide,
A certain wine begins to glide.
From your eyes, a vibrant tide,
A certain wine begins to glide.
A certain wine begins to glide,
A certain wine begins to glide.
Is your face the moonlit night?
What comparison is right?
All who gaze upon your grace,
Whisper, "Nature's art we trace."
Nature's art, a sight to see,
You, the essence, wild and free.

When you stretch, a sudden beat,
My heart leaps with fervent heat.
As your tresses start to fall,
A fragrant breeze embraces all.
As your tresses start to fall,
A fragrant breeze embraces all.
A fragrant breeze embraces all,
A fragrant breeze embraces all.
At your smile, a gentle ease,
All the heart's despair now flees.
All who gaze upon your grace,
Whisper, "Nature's art we trace."
Nature's art, a sight to see,
You, the essence, wild and free.

Aankhon Ne Tujhko Dekha (2015) - Movie Details
SingerMadhav LyricistNizam Music ByArvind Pandey
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement