Video of "Shahare Wafa Ke Har Patthar Pe Naam Likha" from YouTube
Shahare Wafa Ke Har Patthar Pe Naam Likha Video Thumbnail
Advertisement
Shahare Wafa Ke Har Patthar Pe Naam Likha - शहरें वफ़ा के हर पत्थर पे
Lyrics of Shahare Wafa Ke Har Patthar Pe Naam Likha - शहरें वफ़ा के हर पत्थर पे
shahare wafa ke har patthar pe
naam likha hain tera mera
phir bhi duniya puchh rahi hain
kyaa rishta hain tera mera
shahare wafa ke har patthar pe
naam likha hain tera mera
phir bhi duniya puchh rahi hain
kyaa rishta hain tera mera
shahare wafa ke har patthar pe

tumne mujhse, maine tujhse
tut ke aisa pyaar kiya hain
tumne mujhse, maine tujhse
tut ke aisa pyaar kiya hain
jab bhi wafa ki baat chhidi hain
zikra hua hain tera mera
phir bhi duniya puchh rahi hain
kyaa rishta hain tera mera
shahare wafa ke har patthar pe

dil ka nagar, aankhon ki basti
pyaar mahal, yaado ki galiyan
dil ka nagar, aankhon ki basti
pyaar mahal, yaado ki galiyan
naam jagah ka koi ho lekin
ek pata hain tera mera
phir bhi duniya puchh rahi hain
kyaa rishta hain tera mera
shahare wafa ke har patthar pe
naam likha hain tera mera
phir bhi duniya puchh rahi hain
kyaa rishta hain tera mera
shahare wafa ke har patthar pe
lyrics of song Shahare Wafa Ke Har Patthar Pe Naam Likha
Poetic Translation - Lyrics of Shahare Wafa Ke Har Patthar Pe Naam Likha - शहरें वफ़ा के हर पत्थर पे
Upon each stone in devotion's city,
Your name, my name, eternally entwined.
Yet still the world inquires, relentlessly,
"What bond connects you, in heart and mind?"
Upon each stone in devotion's city,

You, from me, I from you, a love so deep,
Shattered, yet boundless, a love that knew no end.
Whenever faith's sweet whispers softly creep,
Your name, my name, the stories we extend.
Yet still the world inquires, relentlessly,
"What bond connects you, in heart and mind?"
Upon each stone in devotion's city,

The heart's own town, the eyes' sweet haven,
Love's palace grand, where memories reside,
Though places bear their names, divinely given,
One address we share, where truths confide.
Yet still the world inquires, relentlessly,
"What bond connects you, in heart and mind?"
Upon each stone in devotion's city,
Your name, my name, eternally entwined.
Yet still the world inquires, relentlessly,
"What bond connects you, in heart and mind?"
Upon each stone in devotion's city.

Rishta (Album) (2000) - Movie Details
SingerJaswant Singh, Anuradha Paudwal LyricistMadan Pal, Ayaz Jhanswi, Israr Ansari, Ibrahim Ashq, Naini Kazmi, Prashant Vatsala, Payam Sayeedi Music ByShekhar Sen
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement