Video of "Sharamaa Ke Yun Na Dekh Adaa Ke Maqaam Se" from YouTube
Sharamaa Ke Yun Na Dekh Adaa Ke Maqaam Se Video Thumbnail
Advertisement
Sharamaa Ke Yun Na Dekh Adaa Ke Maqaam Se - शरमा के यूँ न देख, अदा के मक़ाम से
Lyrics of Sharamaa Ke Yun Na Dekh Adaa Ke Maqaam Se - शरमा के यूँ न देख, अदा के मक़ाम से
sharama ke yun na dekh, ada ke maqaam se
sharama ke yun na dekh, ada ke maqaam se
ab baat badh chuki hai, nazar ke maqaam se

tasvir khich li hai, tere shokh husn ki
tasvir khich li hai, tere shokh husn ki
meri nazar ne aaj khata ke maqaam se

duniya ko bhul kar, meri baanho me jhul ja
aavaaz de raha hun, vafa ke maqaam se

dil ke muamale me, natize ki fiqr kya
aage hai ishq zurm-o-saza ke maqaam se
sharama ke yun na dekh, ada ke maqaam se
lyrics of song Sharamaa Ke Yun Na Dekh Adaa Ke Maqaam Se
Poetic Translation - Lyrics of Sharamaa Ke Yun Na Dekh Adaa Ke Maqaam Se - शरमा के यूँ न देख, अदा के मक़ाम से
Do not avert your gaze, from the stage of grace,
Do not avert your gaze, from the stage of grace,
The matter has blossomed, beyond sight's embrace.

I've captured your beauty, your vibrant art,
I've captured your beauty, your vibrant art,
My eyes committed a sin, from the place of the heart.

Forget the world now, and sway in my arms,
Forget the world now, and sway in my arms,
I call to you softly, from love's safe farms.

In matters of the heart, why fear the end?
In matters of the heart, why fear the end?
Love's journey unfolds, beyond crime and amends.
Do not avert your gaze, from the stage of grace.

Neel Kamal (1968) - Movie Details
Film CastRaaj Kumar, Waheeda Rehman, Manoj Kumar, Mehmood, Balraj Sahni, Shashikala, Lalita Pawar, David, Murad, Ruby, Sheela, Shree Bhagwan, Jairaj, Tiwari, Chhaya, Nasreen, Nandini, Gopal Saigal, Jagdish Raaj, Mumtaz Begum, Sofia, Shehnaaz, Apsara, Rajen Kapoor, Nazir Kashmiri, Bhushan Tiwari SingerAsha Bhosle, Manna Dey, Mohammed Rafi LyricistSahir Ludhianvi Music ByRavi DirectorRam Maheshwari ProducerPannalal External LinksNeel Kamal at IMDB      Neel Kamal at Wikipedia Movie at YTNeel Kamal at YT    Neel Kamal at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement