Video of "Shaurya..... Jitana Sikh Deewaane" from YouTube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Advertisement
Shaurya..... Jitana Sikh Deewaane
Lyrics of Shaurya..... Jitana Sikh Deewaane
shaurya kya hai
(jitana sikh deewaane, maana usiko duniya ne
woh jo kabhi haar na maane, woh hi shaurya hai) - (2)
hey ya o wa o wa o wa -3, woh jo shaurya hai
hey ya o wa o wa o wa -3, usiki duniya hai

khaabon ko sachcha jo tu karde, jindagi hai teri
khataro ko tu khel samajh le jindagi hai teri
khaabon ko sachcha jo tu karde, jindagi hai teri
khataro ko tu khel samajh le sun le tu sun le
hey ya o wa o wa o wa -3, woh jo shaurya hai
hey ya o wa o wa o wa -3, usiki duniya hai
jitana sikh deewaane, maana usiko duniya ne
woh jo kabhi haar na maane, woh hi shaurya hai

himmat ke suraj aage hai darr ke andhere kya
josh agar hai jindagi mein toh maut ke ghere hai kya
himmat ke suraj aage hai darr ke andhere kya
josh agar hai jindagi mein toh
sun le tu sun le
hey ya o wa o wa o wa -3, woh jo shaurya hai
hey ya o wa o wa o wa -3, usiki duniya hai

(jitana sikh deewaane, maana usiko duniya ne
woh jo kabhi haar na maane, woh hi shaurya hai) - (2)
hey ya o wa o wa o wa -3, woh jo shaurya hai
hey ya o wa o wa o wa -3, usiki duniya hai
Shaurya (2008) - Movie Details
Film CastRahul Bose, Minissha Lamba, Kay Kay Menon, Javed Jaffrey, Deepak Dobriyal, Amrita Rao, Rozza Catalano, Seema Biswas, Siddhant, Jeneva Talwar, Aditya Lakhia SingerAbhijeet, Adnan Sami, Kunal Ganjawala, Shahrukh Khan, Sunidhi Chauhan, Udit Narayan LyricistJaved Akhtar, Jaydeep Sarkar Music BySurendra Sodhi, Adnan Sami DirectorSamar Khan External LinksShaurya at IMDB      Shaurya at Wikipedia Movie at YTShaurya at YT    Shaurya at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement