Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Insaaf Ka Mandir
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Shayar To Nahi Huleki, Shayar Ki Nazar Payi Hai
4.63 - 16 votes
Masti Bhare Geet
Video of the song from youtube

Lyrics of Shayar To Nahi Huleki, Shayar Ki Nazar Payi Hai - शायर तो नहीं हूँ लेकिन शायर तो नहीं हूँ लेकिन

shayar to nahi hu lekin shayar to nahi hu lekin
shayar ki nazar payi hai wo bat kahe deta hu
jo bat nazar aayi hai shayar to nahi hu lekin

sawan tere rup ki masti badal teri zulf ka saya
tere hotho ki muskane phulo ka hai sharmaya
ye chand ka ghatna badna teri hi to angdayi hai
wo bat kahe deta hu jo bat nazar aayi hai
shayar to nahi hu lekin

tere bol hai mithe nagme khamoshi rangin fasana
jagi jagi si palko me khawab hai koi diwana
kadmo me haya ne tere zanzir si pehnayi hai
wo bat kahe deta hu jo bat nazar aayi hai
shayar to nahi hu lekin

chehara jaise nur ka dariya aanchal hai ek bahta dhara
aaj meri nazro me jaise jannat ka hai nazara
kya husn mila hai tujhko kya tune ada payi hai
wo bat kahe deta hu jo bat nazar aayi hai
shayar to nahi hu lekin shayar ki nazar payi hai
wo bat kahe deta hu jo bat nazar aayi hai
shayar to nahi hu lekin


lyrics of song Shayar To Nahi Huleki, Shayar Ki Nazar Payi Hai

Comments for lyrics of song "Shayar To Nahi Huleki, Shayar Ki Nazar Payi Hai"
MadhuMatharu70 on Tuesday, June 11, 2013
Shayar To Nahi Shayar to nahi hu lekin Shayar to nahi hu lekin Shayar ki
nazar payi hai Wo baat kahe deta hu Jo baat nazar aayi hai Shayar to nahi
hu lekin Sawan tere rup ki masti Badal teri zulf ka saya Tere hotho ki
muskane Phoolo ka hai sharmaya Ye chand…

Jagjit Singh Ishar on Sunday, April 20, 2014
The gr8 melodious sweet & golden composition by Sapan Jagmohan & honey
sweet voice of Rafi sahib.

Mohamed Parvez on Monday, October 22, 2012
Exellent Upload Sir,Keep It Up,Take Care

Ajay Yuvraj on Monday, October 22, 2012
Great Song.. Many Thanks Sir jee.



Film cast: Prithviraj Kapoor, Sanjeev Kumar, Sneh Lata, Nadira, Aruna Irani, Sapru, Tarun Bose, Asit Sen
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur, Mukesh
Lyricist: Anwar Sahasrami, Naqsh Lyallpuri
Music Director: Sapan Jagmohan
Film Director: B R Ishara
External Links: Insaaf Ka Mandir at IMDB    
Watch Full Movie: Insaaf Ka Mandir at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy