Video of "Shehnaiyo Ke Sur Me Baji Sajna Ki Dhun" from YouTube
Shehnaiyo Ke Sur Me Baji Sajna Ki Dhun Video Thumbnail
Advertisement
Shehnaiyo Ke Sur Me Baji Sajna Ki Dhun - शहनाइयों के सुर में बजी सजना की धुन
Lyrics of Shehnaiyo Ke Sur Me Baji Sajna Ki Dhun - शहनाइयों के सुर में बजी सजना की धुन
shehnaiyo ke sur mein baji sajna ki dhun
baji sajna ki dhun
sasural jane wale jara baat bhi to sun
sasural jane wale jara baat bhi to sun
baji sajna ki dhun
sasural jane wale jara baat bhi to sun

jaaoge kaha bhul ke bachpan ka jamana
shahar se koi rasta nahi laut kar aana
chamkega tere mathe par sindhur ka sagun
sindhur ka sagun
sasural jane wale jara baat bhi to sun
baji sajna ki dhun
shehnaiyo ke sur mein baji sajna ki dhun
sasural jane wale jara baat bhi to sun

dhadkega jiya aut mein main chhupke dekhugi
kahege ab aaj radhika se shyam milege
malik tu hai aaya laya pyar ka sagun
tere pyar ka sagun
sasural jane wale jara baat bhi to sun
baji sajna ki dhun
shehnaiyo ke sur mein baji sajna ki dhun
sasural jane wale jara baat bhi to sun
lyrics of song Shehnaiyo Ke Sur Me Baji Sajna Ki Dhun
Poetic Translation - Lyrics of Shehnaiyo Ke Sur Me Baji Sajna Ki Dhun - शहनाइयों के सुर में बजी सजना की धुन
In the shehnai's song, the beloved's tune, it plays,
The beloved's tune.
Listen, as you journey, to the house of new ways,
Listen, as you journey, to the house of new ways,
The beloved's tune.
Listen, as you journey, to the house of new ways.

Where will you go, forgetting childhood's embrace?
From that city, no path leads back to this place.
Vermillion will bloom on your forehead, a sign,
A beautiful sign.
Listen, as you journey, to the house of new ways,
Just listen.
In the shehnai's song, the beloved's tune, it plays,
Listen, as you journey, to the house of new ways.

My heart will beat, hidden, as I watch you depart,
They will say, today, Radhika meets Shyam of the heart.
You are the master, you bring love's sacred sign,
Your love's sacred sign.
Listen, as you journey, to the house of new ways,
Just listen.
In the shehnai's song, the beloved's tune, it plays,
Listen, as you journey, to the house of new ways.

Gauri Pooja (1956) - Movie Details
Film CastAbhi Bhattacharya, Nirupa Roy, Yashodhara Katju, Lalita Pawar SingerAsha Bhosle, Usha Mangeshkar, Manna Dey LyricistGopal Singh Nepali Music ByManna Dey DirectorVinod Desai External LinksGauri Pooja at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement