Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Sun Aye Bahar E Husn - सुन ये बाहर ए हुस्न
sun ye bahar-e-husn mujhe tumse pyar hai
sun ye bahar-e-husn mujhe tumse pyar hai
haa haa zarur hoga mujhe aitbaar hai
haa zarur hoga mujhe aitbar hai
tum beqarar ho to mujhe kab qarar hai
haa haa zarur hoga mujhe aitbar hai
haa zarur hoga mujhe aitbar hai
mai kya kahu sanam jo mere dil ka haal hai
mai kya kahu sanam jo mere dil ka haal hai
din raat mai hu aur tumhara khayal hai, tumhara khayal hai
tum dur jab nahi ho to mai beqarar hun
tum paas jab nahi to mujhe intezar hai
haa haa zarur hoga mujhe aitbar hai
tum dard do agar to use mai dawa kahu
tum dard do agar to use mai dawa kahu
mai jo hun wo tumhari zafa ko wafa kahu, zafa ko wafa kahu
dekho gale laga lo mujhe tumko shukriya
dil tod do to ye bhi tumhe ikhtiyar hai
dil tod do to ye bhi tumhe ikhtiyar hai
sun ye bahar-e-husn mujhe tumse pyar hai
haa haa zarur hoga mujhe aitbar hai
haa zarur hoga mujhe aitbar hai
Comments for lyrics of song "Sun Aye Bahar E Husn"
Jagjit Singh Ishar on Thursday, November 06, 2014 One of the best compositions of LP duo & by Mahinder Kapoor & lata ji. Love
this song since my school days.
Aslam Shaikh on Wednesday, August 07, 2013 iss geet ko aur char chand lag jate agar Rafi sahab ne gaya hota iss film
ke sab geet Rafi sahab ne kya pyare andaz mai gaye thhe,pata nahi ye Geet
unse kyun nahi gawaya gaya
Kay Cee on Wednesday, September 07, 2011 What a fabulous duet! MK nearly outshines Lata here! Very nice
lyrics/composition too.
qiron on Friday, June 01, 2012 badhiyaa!!! mai kya kahoon jo mere dil ka haal hai .
Sanjeev Nalavade on Thursday, March 10, 2011 One of the best duets of Lataji & Mahaendra Kapoorji