|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.
We will add as soon as the video of the song is available. |
|
Lyrics of Sun Le Mere O Rabba - सुन ले मेरे ओ रब्बा मैंने चुन ली महबूबाsun le mere o rabba maine chun li mehbooba
sun le mere o rabba maine chun li mehbooba
zindagi ki tarah hain woh khubsurat
jo mere dil ki har pal hain jarurat
zindagi ki tarah hain woh khubsurat
jo mere dil ki har pal hain jarurat
jo hain meri pehli mohabbat
sun le mere o rabba maine chun li mehbooba
sun le mere o rabba maine chun li mehbooba
uski aankhon ki dekh chamak
dil jaata hain yaaron dhadak
uski aankhon ki dekh chamak
dil jaata hain yaaron dhadak
saadgi ki woh aisi murat
dil ko bhaati hain bholi surat
woh hain aaisi woh hain waisi
kya kahu main woh hain kaisi
woh hain aaisi woh hain waisi
kya kahu main woh hain kaisi
maano jaise woh ek ajooba
sun le mere o rabba maine chun li mehbooba
sun le mere o rabba maine chun li mehbooba
kehti hain yeh kaliyan sabhi
gungunati hain galiyan sabhi
kehti hain yeh kaliyan sabhi
gungunati hain galiyan sabhi
kaash aisa ho jaaye abhi
paas aa jaaye woh ajnabi
kehta hain dil darta hain dil
suljhe na yeh kaisi mushkil
kehta hain dil darta hain dil
suljhe na yeh kaisi mushkil
aankhon mein uski main dooba
sun le mere o rabba maine chun li mehbooba
sun le mere o rabba maine chun li mehbooba
zindagi ki tarah hain woh khubsurat
jo mere dil ki har pal hain jaroorat
zindagi ki tarah hain woh khubsurat
jo mere dil ki har pal hain jaroorat
jo hain meri pehli mohabbat
sun le mere o rabba maine chun li mehbooba
sun le mere o rabba maine chun li mehbooba

 Anjaan |
Film cast: | Mahek Chhal, Kapil Gupta, Aamir Ali Malik, Vipul Gupta | Singer: | Apurva Monga, Aumkar Gholap, Kailash Kher, Rajiv Nair, Sunita, Vardan | Lyricist: | Amitabh Varma, Aumkar Gholap, Rahul Mehta | Music Director: | Viju Shah, Rahul Mehta, Aumkar Gholap, Vikesh Mehta | Film Director: | Hansal Mehta | Film Producer: | Anil Bohra, Manohar Kanungo | External Links: | Anjaan at IMDB |
|
|
|
|
|