Video of "Sunoji Shikari Ne Shikaar Kiya, Maar Diya Mujhe" from YouTube
Advertisement
Sunoji Shikari Ne Shikaar Kiya, Maar Diya Mujhe - सुनोजी शिकारी ने शिकार किया, मार दिया मुझे
SingerAnuradha Paudwal, Udit Narayan
Music byAadesh Shrivastava
LyricistDev Kohli
ActorGovinda, Karishma Kapoor
CategoryDance Songs
MovieShikari (2000)
Lyrics of Sunoji Shikari Ne Shikaar Kiya, Maar Diya Mujhe - सुनोजी शिकारी ने शिकार किया, मार दिया मुझे
koi hai koi hai
ai sunoji shikari ne shikar kiya
maar diya mujhe maar diya, maar diya mujhe maar diya
khan khan gai meri chudiyo se, chham chham gai meri payalo se

o chunari ko meri taar taar kiya

koi hai, pyar maine tera savikar kiya
pyar kiya tujhe pyar kiya, are pyar kiya tujhe pyar kiya
pyar maine tera savikar kiya
pyar kiya tujhe pyar kiya, pyar kiya tujhe pyar kiya
choti se tune mujhe bandh liya, tikhi tikhi nazaro ka var kiya

are jhatke ne tere mujhe maar diya

jab se khili hai piya kali mere man ki
jab se khili hai piya kali mere man ki
tujhko bulati hai ye khushbu badan ki
chhalak rahi hai tere rup ki gagariya
chhalak rahi hai tere rup ki gagariya
phir bhi hai pyasa gori tera ye savariya
tune mujhe bada bekarar kiya

sunoji shikari ne shikar kiya

koi hai
uljhi hai lat meri kahati hai bindiya
uljhi hai lat meri kahati hai bindiya
tere bina hay mujhe aati nahi nindiya
kisliye karti hai itani tu jaldi
kisliye karti hai itani tu jaldi
hatho pe rachegi mehandi aur tan pe haldi
maine tere rup ko nikhar diya

o chunari ko meri tar tar kiya

pyar kiya tujhe pyar kiya, maar diya mujhe maar diya
pyar kiya tujhe pyar kiya, koi hai koi hai
lyrics typed by: neha gupta

Poetic Translation - Lyrics of Sunoji Shikari Ne Shikaar Kiya, Maar Diya Mujhe - सुनोजी शिकारी ने शिकार किया, मार दिया मुझे
Is anyone there? Is anyone?
Oh, listen, the hunter has hunted,
He has killed me, he has killed me, killed me, he has killed me.
My bangles clinked, my anklets chimed,
My bangles clinked, my anklets chimed,
And he tore my shawl to shreds.

Is anyone? I have accepted your love,
Loved you, loved you, oh loved you, loved you.
I have accepted your love,
Loved you, loved you, loved you, loved you.
You bound me by my braid, pierced me with sharp glances,
You bound me by my braid, pierced me with sharp glances.
Oh, your sharp glances have killed me,

Since the bud of my heart has bloomed, my love,

This fragrance of my body calls to you.
The pitcher of your beauty overflows,
The pitcher of your beauty overflows,
Yet, your dark-skinned lover is still thirsty.
You made me so restless,

Listen, the hunter has hunted,

Is anyone?
My tangled tresses whisper to my forehead jewel,

Without you, alas, I cannot sleep.
Why are you in such a hurry?
Why are you in such a hurry?
Henna will adorn my hands, turmeric my body.
I have enhanced your beauty,

Loved you, loved you, he has killed me.
Loved you, loved you, is anyone there? Is anyone?

Shikari (2000) - Movie Details
Film CastGovinda, Karisma Kapoor, Tabu, Nirmal Pandey, Shweta Menon, Kiran Kumar, Johny Lever, Sushma Seth, Rana Jung Bahadur, Beena, Razzak Khan, Pramod Moutho, Gulshan Grover, Anil Nagrath, Paresh Rawal, Vishnu Sharma, Deep Dhillon, Ghanshyam, Pushpa Verma, Arun Bali
SingerAbhijeet, Alka Yagnik, Amit Kumar, Anuradha Paudwal, Asha Bhosle, Jaspinder Narula, Kumar Sanu, Poornima, Sonu Nigam, Udit Narayan, Vinod Rathod
LyricistDev Kohli, Sameer
Music ByAadesh Shrivastav
DirectorN Chandra
ProducerKishan G Kishnani, M.G Krishnan
External LinksShikari at IMDB Shikari at Wikipedia
Movie at YTShikari at YT
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films