mastkalandr on Sunday, November 03, 2013 Mature hone par soch dadal jati hai,sochne ka nazariya badalta hai umar ke
sath, chintan karne ki drashti ,kabiliyat mein izafa hota rahta hai. Ruhane
nagme ko sajha karne ke liye shukriya janab ! Pls. seach as Is channel me
kai bhajan hai..lutf lijiye aur khush rahiye. soun to sapne..kabirdas-sufi
singer aulia abida parveen- عابده پروین . ud jayega hans akela..kabir
das-kumar gandharva-sant kabir sunta hai guru gyani gyaani..Kabirdas -
Kumar Gandharva - Maestro's choice..a tribute
mastkalandr on Sunday, November 03, 2013 Sur ki gati main kya janu , ek bhagan karna janu . arth bhagan ka ati gehra
, usko bhi mein kya janu . prabhu prabhu karna janu naina jal bharna janu
sur ki gati.. gun gaye ..gun gaye , prabhu nyay na chhode. fir kyon gun
gaate ho.. main bola main prem deewana, itni baaten kya janu , sur ki gati
.. Thanks for sharing my favorite bhajan..
mastkalandr on Sunday, November 03, 2013 Sahi farmaya aapne, Mujhe is bhajane ne kafi prabhavit kiya hai aur mein
nitya gungunate hue lutf leta hoon .. Try, you will get eternal peace..
Happy deepavali to you and your family.
mastkalandr on Saturday, April 23, 2011 @chamannigam ..You are welcome dear friend..school ke dinon main bhule
bisare geeton ke program main suna karta tha ye bhajan ..ab YT par upload
kar aap sab ko suna kar khush hun..
mastkalandr on Monday, May 09, 2011 @anjalij123 . Thanks for sharing infro. .main bola main prem deewana itni
baaten kya janu Sur ki gati main kya janu ek bhagan karna janu... GOD bless
you ..
|