Video of "Tabah Tabah Kar Gaya, Tabah Tabah" from YouTube
Tabah Tabah Kar Gaya, Tabah Tabah Video Thumbnail
Advertisement
Tabah Tabah Kar Gaya, Tabah Tabah - तबाह तबाह कर गया, तबाह तबाह
Lyrics of Tabah Tabah Kar Gaya, Tabah Tabah - तबाह तबाह कर गया, तबाह तबाह
haq mein jinke the hum dua kar rahe
gairo ki baho mein wo maza kar rahe
tabah kar gaye tabah kar gaye
haal kaisa tha mera wo kya kar gaye

tabah kar gaye tabah kar gaye
haal kaisa tha mera wo kya kar gaye
mujhko seene se wo laga kar
ishq itna jo tha jataya
jo bhi tha sab jhoot fareb tha
apne bare mein jo bataya

allah allah ye kyun hum gunah kar gaye
kaise ek bewafa se wafa kar gaye
tabah kar gaye tabah kar gaye
haal kaisa tha mera wo kya kar gaye
tabah kar gaye tabah kar gaye
haal kaisa tha mera wo kya kar gaye

subah kaha hoti hai hai tumhari
raate kaha tum bitate ho
sharm se aankein jhukti nahi kya
gair gali jab jaate ho
subah kaha hoti hai hai tumhari
raate kaha tum bitate ho
sharm se aankein jhukti nahi kya
gair gali jab jaate ho

o yara nazro se teri hume allah bachaye
samne maut aaye par tu phir na aaye
ishq ishq ye ishq ishq
haan jannat sa hai ishq ishq
gar tere jaisa yaar mile toh
sabse bura hai ishq ishq

ishq ishq ye ishq ishq
haan jannat sa hai ishq ishq
gar tere jaisa yaar mile toh
sabse bura hai ishq ishq
tabah kar gaye tabah kar gaye
haal kaisa tha mera wo kya kar gaye
tabah kar gaye tabah kar gaye
haal kaisa tha mera wo kya kar gaye
lyrics of song Tabah Tabah Kar Gaya, Tabah Tabah
Almost Pyaar With Dj Mohabbat (2022) - Movie Details
Film CastAlaya F, Karan Mehta, Vicky Kaushal, Sapna Pabbi, Arjun Kanungo, Sagar Arya, Paritosh Sand, Mallika Prasad Sinha, Anmol Ahuja, Mohit Gupta, Bhagya Bhanushali, Mohinder Gujral, Vinod Nagpal, Navninder Behl, Sinbad Phgura, Vandana Mehta, Cary Sawhney SingerAbhay Jodhpurkar, Abhijeet Srivastava, Arjun Kanungo, Bhoomi Trivedi, Aasa Singh, Sharvi Yadav, Nikhita Gandhi, Raghav Chaitanya, Neha Tawde, Richa Sharma, Manish J Tipu, Shehnaz Akhtar, Altamash Faridi, Anand Bhaskar LyricistShellee Music ByAmit Trivedi DirectorAjai Rai, Akshay Thakker, Dhruv Jagasia, Kabir Ahuja, Ranjan Singh ProducerAnurag Kashyap External LinksAlmost Pyaar With Dj Mohabbat at IMDB      Almost Pyaar With Dj Mohabbat at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement