Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Tamma Tamma Again - तम्मा तम्मा अगेन
namaste behno aur bhaiyo bade hi kam shabdo mein
aapko sunana chahata hoon uss saal ka lokpriye geet yeh
tu premi main premi
tu raazi wait a minute main raazi uh ho
tu aaha main aaha tu aaha
salaam le jata hua, udan khatola
aur been bajati hui naagin
tu premi main premi
tu raazi main raazi phir kya daddy kya amma
ik bas tuhi pyar ke kaabil saara jahan hai nikamma
tamma tamma loge tamma tamma loge tamma
tamma tamma loge tamma tamma loge tamma
yo
badshah rap rakhu na baby koi bhi shanka
apne pyar ka baja du danka
tere mere beech mein jo koi bhi aaya
uski laga du lanka
chhod chadke duniyadari
bas tere pichhe pad gaya main
sapno mein toh already
ghodi-wodi chad gaya main
mujhko baby lucky kar
baat hamari pakki kar
itna kya soche mujhe haan bol ke
kam tu nakki kar