Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Tanha Mera Pyar Kare Intezar - तन्हा मेरा प्यार करे इंतजार
khamoshi si bhari hai ye hawa
baatein kuch hain adhoori si yahaan
ab kyaa.. ab kya?
dil mein thi jo tere liye ek jagah
lafzon mein kabhi keh hi na sakaa
ab kyaa... ab kya?
baatein wahi hai mulaqatein wahi hai
bas tu hi nahi hai mere paas
tanha mera pyaar kare intezaar
tu.. tu hai kahaan? tu hai kahaan?
baatein karta hoon tere sang main
ye maan ki tu abhi hai yahaan
pyaar karta hoon ab bhi tujhe
ye jaan ke tu nahi hai yahaan
jaan se zyada bhi chaaha hai tujhko
ab jaan bhi jaaye toh kya
par zinda rahunga bas tere liye hi
karta rahunga intezaar
tanha mera pyaar kare intezaar
tu.. tu hai kahaan? tu hai kahaan?
tu hai kahaan? tu hai... kahaan..?