Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Taqdir Bata Kya Meri Khata - तकदीर बता क्या मेरी खता
taqadir bata kya meri khata
taqadir bata kya meri khata
taqadir bata kya meri khata
kiski ye saja pati hu main
kiski ye saja pati hu main
ro ro ke hansu hans hans ke milu
mil mil ke bichad jati hu main
mil mil ke bichad jati hu main
taqadir bata
wo aas meri dil ki dil me tut gayi
ban ban ke meri taqdir aakhir tut gayi
ek dard liye sine me sanam
ek dard liye sine me sanam
khamosh chali jati hu main
khamosh chali jati hu main taqadir bata
main kis se kahu meri bhi kahani khub rahi
meri nav kinare aakar ke bhi dub rahi
najadik gayi jitani utani
najadik gayi jitani utani
ab dur hui jati hu main
ab dur hui jati hu main taqadir bata
barbad thi main barbad chali
tum saad raho
haye dil ki dua tum fulo falo
aabad raho aayi thi tamannaye lekar
aayi thi tamannaye lekar
aur khof liye jati hu main
aur khof liye jati hu main taqadir bata