Video of "Taraa Raa Raa Ram Mere Dil Mein Sanam" from YouTube
Taraa Raa Raa Ram Mere Dil Mein Sanam Video Thumbnail
Advertisement
Taraa Raa Raa Ram Mere Dil Mein Sanam - तरा रा रा रम मेरे दिल में सनम
Lyrics of Taraa Raa Raa Ram Mere Dil Mein Sanam - तरा रा रा रम मेरे दिल में सनम
taraa raa raa ram mere dil me sanam
taraa raa raa ram mere dil me sanam
tu baad-e-sabaan kyaa jaane
jaane naa koi mere dil ki lagi
jaane naa koi mere dil ki lagi
har saans me hai afsaane
taraa raa raa ram

ek sitara chaand se pyara
ek sitara chaand se pyara
chhote se dil me aayaa
paigaam-e-mohabbat laya
paigaam-e-mohabbat laya
shaam-e-bahaar hai, aankho me pyaar hai
dil beqaraar hai
koi nahi pahchaane
taraa raa raa ram mere dil me sanam
taraa raa raa ram mere dil me sanam
tu baad-e-sabaan kyaa jaane
taraa raa raa ram

aa haa haa
dil ka fasana lab pe naa lana
dil ka fasana lab pe naa lana
sikh le koi hamse
hai duniyaa hamare dam se
hai duniyaa hamare dam se
aai jawaniyaan le ke nishaaniyaan
dil ki kahaaniyaan
pyaar ke sab diwaane
taraa raa raa ram mere dil me sanam
taraa raa raa ram mere dil me sanam
tu baad-e-sabaan kyaa jaane
taraa raa raa ram
lyrics of song Taraa Raa Raa Ram Mere Dil Mein Sanam
Poetic Translation - Lyrics of Taraa Raa Raa Ram Mere Dil Mein Sanam - तरा रा रा रम मेरे दिल में सनम
Trrr raa raa rum, my love within my heart,
Trrr raa raa rum, my love within my heart,
You, the morning breeze, cannot comprehend,
None perceive the fire within my soul.
None perceive the fire within my soul.
In every breath, a tale unfolds.
Trrr raa raa rum.

A star, more loved than the moon's soft gleam,
A star, more loved than the moon's soft gleam,
Has entered this small heart of mine.
It brought a message of love divine,
It brought a message of love divine.
Evening blooms, with love in sight,
The heart's adrift, with all its might.
Yet, none can truly know.
Trrr raa raa rum, my love within my heart,
Trrr raa raa rum, my love within my heart,
You, the morning breeze, cannot comprehend,
Trrr raa raa rum.

Ah ha ha.
Do not bring the heart's tale to your lips,
Do not bring the heart's tale to your lips,
Learn from us, if you dare to try,
The world breathes, because of us, nearby.
The world breathes, because of us, nearby.
Youths arrive, bearing signs of time,
Heart's own tales, in pantomime,
All are lovers, lost and free.
Trrr raa raa rum, my love within my heart,
Trrr raa raa rum, my love within my heart,
You, the morning breeze, cannot comprehend,
Trrr raa raa rum.

Hoor-E-Arab (1955) - Movie Details
Film CastPradeep Kumar, Chitra, Om Parkesh, Helen, Shashikala, Sajjan, Gope, Shammi SingerLata Mangeshkar, Shamshad Begum LyricistShakeel Badayuni Music ByGhulam Mohammad DirectorP N Arora External LinksHoor-E-Arab at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement