Video of "Tera Badan Tera Yauvan, Aur Kuch Bhi Nahi Sansaar Me" from YouTube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Advertisement
Tera Badan Tera Yauvan, Aur Kuch Bhi Nahi Sansaar Me - तेरा बदन तेरा यौवन, और कुछ भी नही संसार में
Lyrics of Tera Badan Tera Yauvan, Aur Kuch Bhi Nahi Sansaar Me - तेरा बदन तेरा यौवन, और कुछ भी नही संसार में
tera badan tera yauwan tera badan tera yauwan
aur kuch bhi nahi sansar me tera badan tera yauwan
aur kuch bhi nahi sansar me
payal me cham cham jaise sanso me sargum
payal me cham cham jaise sanso me sargum
khoya mai aise tere pyar me
tera badan tera yauwan aur kuch bhi nahi sansar me

chumbak bhari teri chitwan khiche teri or tan man
chumbak bhari teri chitwan khiche teri or tan man
tere siwa mujhe or na kuch dikhe
tere siwa mujhe or na kuch dikhe
jadu hai kya tere singar me
tera badan tera yauwan aur kuch bhi nahi sansar me

hotho ka amrat milega dil ka kamal kab khilega
hotho ka amrat milega dil ka kamal kab khilega
apna tum man lo jiwan wardan do
apna tum man lo jiwan wardan do
kasna man aachal ke tar tar me
tera badan tera yauwan aur kuch bhi nahi sansar me
tera badan tera yauwan aur kuch bhi nahi sansar me

payal me cham cham jaise sanso me sargum
payal me cham cham jaise sanso me sargum
khoya mai aise tere pyar me
tera badan tera yauwan aur kuch bhi nahi sansar me
lyrics of song Tera Badan Tera Yauvan, Aur Kuch Bhi Nahi Sansaar Me
Vikram Vetal (1986) - Movie Details
Film CastVikram Gokhale, Anjana, Satish Shah, Deepika, Manhar Desai SingerShabbir Kumar Music ByNadeem Shravan DirectorShantilal Soni ProducerFiroz Nadiadwala External LinksVikram Vetal at IMDB       Movie at YTVikram Vetal at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement