Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Tere Hawaale - तेरे हवाले
mainu chadheya ishq mein rang tera
ik ho gaya ang mera ang tera
rabb milleya jadd milleya
maahi mainu sang tera
na hoke bhi kareeb tu
humesha paas tha
ke 100 janam bhi dekhta
main tera raasta
na hoke bhi kareeb tu
humesha paas tha
ke 100 janam bhi dekhti
main tera raasta
jo bhi hai sab mera
tere hawaale kar diya
jism ka har ruaan
tere hawaale kar diya
jo bhi hai sab mera
tere hawale kar diya
jism ka har ruaan
tere hawale kar diya
dekha zamaana saara bharam hai
ishq ibadat ishq karam hai
mera thikaana teri hi dehleez hai
ho main hoon deewarein
chhatt hai pia tu
rab ki mujhe nemat hai pia tu
mere liye tu barqat ka taaveez hai
zara kabhi meri nazar se
khud ko dekh bhi
hai chand mein bhi daag par
na tujhme ek bhi
khud pe haq mera
tere hawaale kar diya
jism ka har ruaan
tere hawaale kar diya
jo bhi hai sab mera
tere hawale kar diya
jism ka har ruaan
tere hawale kar diya
mainu chadheya ishq mein rang tera
ik ho gaya ang mera ang tera
rabb milleya jadd milleya
maahi mainu sang tera