Video of "Tere Is Jahan Mein Ai Khuda" from YouTube
Tere Is Jahan Mein Ai Khuda Video Thumbnail
Advertisement
Tere Is Jahan Mein Ai Khuda - तेरे इस जहां में ए खुदा
Lyrics of Tere Is Jahan Mein Ai Khuda - तेरे इस जहां में ए खुदा
tere is jahan me ai khuda
woh nahi toh lagta hai kuch nahi
tere is jahan me ai khuda
woh nahi toh lagta hai kuch nahi

nahi hoke bhi hai woh har jagah
karu kyun yakin ke woh ab nahi
tere is jahan me ai khuda
woh nahi toh lagta hai kuch nahi

nahi hoke bhi hai woh har jagah
karu kyun yakin ke woh ab nahi
tere is jahan mein ai khuda

hai udaas tere bina shahar
tujhe yaad karte hain raaste
hai woh log apne gharo me band
jo nikalte the tere waste

baharein jawani kahaan gayi
thi abhi fizan ki rut nahi
tere is jahan mein ai khuda
woh nahi toh lagta hai kuch nahi

sab jeete hain yahaan jindagi
tujhe jindagi ne jiya magar
tha woh rab bhi tanaha tere bina
toh bana liya tujhe hum safar

tujhe chhin laau khuda se main
koi uska tujhape to haq nahi
tere is jahan me ai khuda


lyrics typed by: neha gupta
lyrics of song Tere Is Jahan Mein Ai Khuda
Poetic Translation - Lyrics of Tere Is Jahan Mein Ai Khuda - तेरे इस जहां में ए खुदा
In your world, O God,
If they are gone, nothing feels whole.
In your world, O God,
If they are gone, nothing feels whole.
Absent, yet present everywhere,
Why should I believe they're gone?
In your world, O God,
If they are gone, nothing feels whole.
Absent, yet present everywhere,
Why should I believe they're gone?
In your world, O God...

The city weeps without them,
The paths still whisper their name.
Those who walked for them,
Now locked within their own frames.
Where has youth's spring vanished?
The season's bloom yet to unfold.
In your world, O God,
If they are gone, nothing feels whole.

All live life here, it's true,
But they, life lived through you.
Even God was lonely without them,
So made you their companion too.
I would steal them back from you,
No claim of yours shall they hold.
In your world, O God…

Rog (2005) - Movie Details
Film CastIrrfan Khan, Himanshu Mallik, Ilene Hamman, Suhel Seth, Munish Makhija, Akiv Ali, Shyamoli Varma, Ankur Desai, Denzil Smith SingerUdit Narayan, KK, Shreya Ghoshal, Gaudi, M M Kreem LyricistGaudi, Neelesh Misra, Sayeed Quadri Music ByMusic Mushrooms, Gaudi, M M Kreem DirectorHimanshu Brahmbhatt ProducerPooja Bhatt, Sujit Kumar Singh External LinksRog at IMDB      Rog at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement