Video of "Tere Jaisa Mukhda Pehle Kahin Dekha Nahi" from YouTube
Tere Jaisa Mukhda Pehle Kahin Dekha Nahi Video Thumbnail
Advertisement
Tere Jaisa Mukhda Pehle Kahin Dekha Nahi - तेरे जैसा मुखड़ा तो पहले कहीं देखा नहीं
Lyrics of Tere Jaisa Mukhda Pehle Kahin Dekha Nahi - तेरे जैसा मुखड़ा तो पहले कहीं देखा नहीं
tere jaisa mukhda to pahle kahi dekha nahi
sari duniya dekhi maine ho o
tere jaisa mukhda to pahle kahi dekha nahi
sari duniya dekhi maine ho o
tere jaisa dil ka hasin pahle kahi
dekha nahi sari duniya dekhi maine ho
o tere jaisa pahle dekha nahi

itni mohabbat kisi ne pahle to payi na hogi
itni mohabbat kisi ne pahle to payi na hogi
yari aisi kisi ne pahle nibayi na hogi
ho pyar ko hum duniya ka majhab bana jayenge
tere jaisa mukhada to pahle kahi dekha nahi
sari duniya dekhi humne
o tere jaisa pahle dekha nahi

is duniya ka nahi hai tera ye dilkash najara
is duniya ka nahi hai tera ye dilkash najara
mere liye maalik ne jannat se tujhko uthara
ho yaar ki khushi ko dil ka armaan bana jayenge

tere jaisa mukhda to pahle kahi dekha nahi
sari duniya dekhi maine ho
tere jaisa dil ka hasin pahle kahi dekha nahi
sari duniya dekhi maine ho o tere jaisa pahle dekha nahi
lyrics of song Tere Jaisa Mukhda Pehle Kahin Dekha Nahi
Poetic Translation - Lyrics of Tere Jaisa Mukhda Pehle Kahin Dekha Nahi - तेरे जैसा मुखड़ा तो पहले कहीं देखा नहीं
A face like yours, I’ve never seen before,
Across the world, my eyes have roamed and sore.
A heart so fair, in beauty unsurpassed,
Across the world, my searching gaze has cast.
Oh, like you, never seen before.

Such love, no one has ever known,
Such love, no one has ever shown.
Such friendship, never felt this way,
We'll make of love a creed that lights the day.
A face like yours, I’ve never seen before,
Across the world, my eyes have roamed and sore.
Oh, like you, never seen before.

Not of this world, your lovely sight,
Not of this world, your heart so bright.
For me, from paradise, God sent you down,
Friend's joy, our heart's most cherished crown.

A face like yours, I’ve never seen before,
Across the world, my eyes have roamed and sore.
A heart so fair, in beauty unsurpassed,
Across the world, my searching gaze has cast.
Oh, like you, never seen before.

Pyar Ke Kabil (1987) - Movie Details
Film CastRishi Kapoor, Padmini Kolhapure, Gulshan Grover, Bindu, Utpal Dutt, Asha Sachdev, Deven Verma SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar LyricistIndeevar Music ByBappi Lahiri DirectorAnil Ganguly ProducerSuresh Grover External LinksPyar Ke Kabil at IMDB      Pyar Ke Kabil at Wikipedia Movie at YTPyar Ke Kabil at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement