Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Tere Layee, Ishq Nibhawaan (Remix)
[((tere layee - 2), ishq nibhawaan
(tere layee - 2), duniya bhoolawaan) - 2
aaa sun mere dil ka mausam-o janaejaan, agar tu hai tu hai meri saath] - 2
uff yeh ada yeh mastiyaan, uspe hai yeh dilkash sama
maane nahi awaaara mann, chhaane laga deewaanaapan
o sajana ve tanhaiyan badi hai, nazdikyon mein faslo ki ladi hai
((tere layee - 2), ishq nibhawaan
(tere layee - 2), duniya bhoolawaan) - 2
aaa sun mere dil ka mausam-o janaejaan, agar tu hai tu hai meri saath
aankhone ki kya guftgu, yeh jaanu main ya jaane tu
chalane bhi de yeh silsila, shikawa na kar, na kar gila
o sajana ve madhoshi rawa hai, dil ka fasaana bin bole banyaan hai
((tere layee - 2), ishq nibhawaan
(tere layee - 2), duniya bhoolawaan) - 2
aaa sun mere dil ka mausam-o janaejaan, agar tu hai tu hai meri saath