Video of "Tere Mere Darmiyaan Hain (Le Ja Mujhe)" from YouTube
Tere Mere Darmiyaan Hain (Le Ja Mujhe) Video Thumbnail
Advertisement
Tere Mere Darmiyaan Hain (Le Ja Mujhe) - तेरे मेरे दरमियाँ हैं ( ले जा मुझे)
Lyrics of Tere Mere Darmiyaan Hain (Le Ja Mujhe) - तेरे मेरे दरमियाँ हैं ( ले जा मुझे)
o,,tere mere darmiyaan hain baatein ankahi
tu wahaan hai main yahaan, kyun saath hum nahi

tere mere darmiyaan hain baatein ankahi
tu wahaan hai main yahaan, kyun saath hum nahi

faisley jo kiye, faasley hi mile
raahein judaa kyo ho gayi
na tu ghalat, na main sahi

le ja mujhe saath tere, mujhko na rehna saath mere
le ja mujhe saath tere, mujhko na rehna saath mere
le ja mujhe, le ja mujhe

thodi si dooriyan hain, thodi majbooriyan hain
lekin hai jaanta mera dil

ho, ek din toh aayega, jab tu laut aayega
tab phir muskuraayega mera dil

sochta hoon yahin, baithe baithe yuhi
raahein judaa kyun ho gayi
na tu galat, na main sahi

le ja mujhe saath tere, mujhko na rehna saath mere
le ja mujhe saath tere, mujhko na rehna saath mere
le ja mujhe, le ja mujhe

yaadon se lad raha hoon, khud se jhaghad raha hoon
aankhon mein neend hi nahi hai

ho, tujhse juda huye toh, lagta aisa hai mujhko
duniya meri bikhar gayi hai

dono ka tha safar, manzilon pe aakar
raahein judaa kyo ho gayi
na tu galat, na main sahi

le ja mujhe saath tere, mujhko na rehna saath mere
le ja mujhe saath tere, mujhko na rehna saath mere
le ja mujhe, le ja mujhe, le ja mujhe, le ja mujhe

sun mere khuda bas itni si meri duaa
lauta de humsafar mera
jaayega kuch nahi tera
tere hi dar pe hoon khada
jaaun toh jaaun main kahan
taqdeer ko badal meri
mujhpe hoga karam tera
lyrics of song Tere Mere Darmiyaan Hain (Le Ja Mujhe)
Chef (2017) - Movie Details
Film CastAvtaar Singh Sahani, Chandan Roy Sanyal, Dinesh P. Nair, Milind Soman, Padmapriya Janakiraman, Pawan Chopra, Raghu Dixit, Ram Gopal Bajaj, Saif Ali Khan, Sobhita Dhulipala, Svar Kamble SingerRaghu Dixit, Armaan Malik, Nikita Gandhi, Shahid Mallya, Vishal Dadlani LyricistAnkur Tewari, Rashmi Virag Music ByRaghu Dixit, Amaal Malik DirectorRaja Krishna Menon ProducerBhushan Kumar, Janani Ravichandran, Krishan Kumar, Raja Krishna Menon, Vikram Malhotra External LinksChef at IMDB      Chef at Wikipedia Movie at YTChef at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement