Video of "Teri Bahon Me Jina Hai Teri Baho Me Marna Hai" from YouTube
Teri Bahon Me Jina Hai Teri Baho Me Marna Hai Video Thumbnail
Advertisement
Teri Bahon Me Jina Hai Teri Baho Me Marna Hai - तेरी बाहों में जीना है, तेरी बाहों में मरना है
Lyrics of Teri Bahon Me Jina Hai Teri Baho Me Marna Hai - तेरी बाहों में जीना है, तेरी बाहों में मरना है
teri baaho me jina hai, teri baaho me marna hai
teri baaho me marna hai, teri baaho me jina hai
patjhad ka na sawan ka
ye pyar ka mahina hai, ye pyar ka mahina hai

gore badan se, lipta aachal, aankho me sharmaye kajal
ho gore badan se, lipta aachal, aankho me sharmaye kajal
hotho ko shabnam chume, gaalo pe pasina hai
o teri baaho me jina hai, teri baaho me marna hai
teri baaho me marna hai, teri baaho me jina hai
patjhad ka na sawan ka
ye pyar ka mahina hai, ye pyar ka mahina hai

dilbar mere, tere jaisa dekha na, deewana aisa

chehra hai, bhola bhala tu dil ka, nagina hai
o teri baaho me jina hai, teri baaho me marna hai
teri baaho me marna hai, teri baaho me jina hai
patjhad ka na sawan ka
ye pyar ka mahina hai, ye pyar ka mahina hai

dil kehta hai, o diljani, tujhpe luta du, ye jindgani

naam tere likh di, hai jawani
naam tere likh di, hai jawani, tere liye du, har kurbani
bin tere sathi mere, jindagi, jindagi na hai
teri baaho me jina hai, teri baaho me marna hai
teri baaho me marna hai, teri baaho me jina hai
patjhad ka na sawan ka
ye pyar ka mahina hai, ye pyar ka mahina hai
lyrics of song Teri Bahon Me Jina Hai Teri Baho Me Marna Hai
Poetic Translation - Lyrics of Teri Bahon Me Jina Hai Teri Baho Me Marna Hai - तेरी बाहों में जीना है, तेरी बाहों में मरना है
To live within your arms, to die within your hold,
To die within your hold, to live within your hold.
Neither autumn's falling, nor the monsoon's rain,
This month is love's domain, this month is love's domain.

Pale skin, with a veil entwined, eyes shy, kohl defined,
Pale skin, with a veil entwined, eyes shy, kohl defined.
Lips kissed by morning dew, sweat upon your cheek,
Oh, to live within your arms, to die within your hold,
To die within your hold, to live within your hold.
Neither autumn's falling, nor the monsoon's rain,
This month is love's domain, this month is love's domain.

My beloved, none like you, such a lover true,

Your face, so innocent, a jewel within my heart,
Oh, to live within your arms, to die within your hold,
To die within your hold, to live within your hold.
Neither autumn's falling, nor the monsoon's rain,
This month is love's domain, this month is love's domain.

My heart implores, oh, my love, my life I'll give to thee,

My youth, I've written on your name,
My youth, I've written on your name, for you each sacrifice I claim,
Without you, friend, my life, my life is not the same.
To live within your arms, to die within your hold,
To die within your hold, to live within your hold.
Neither autumn's falling, nor the monsoon's rain,
This month is love's domain, this month is love's domain.

Saugandh (1991) - Movie Details
Film CastAkshay Kumar, Shanti Priya, Rakhee, Mukesh Khanna, Aryeman Ramsay, Roopa Ganguly, Pankaj Dheer, Mayur, Paintal, Beena, Amita Nangia, Asha Lata, Shehnaaz, Jaidev, Satyen Kappu, Bob Christo, Arun Bali, Manek Irani SingerAnand, Anup Jalota, Anuradha Paudwal, Mohammad Aziz, Pramila, Udit Narayan LyricistAnand Bakshi, Sameer Music ByAnand Chitragupt, Milind Chitragupt DirectorAkash Mehra, Nadir Irani, Raj Sippy ProducerAshok Advani External LinksSaugandh at IMDB      Saugandh at Wikipedia Movie at YTSaugandh at YT    Saugandh at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement