Video of "Thandi Hawayen, Lehrake Aaye" from YouTube
Thandi Hawayen, Lehrake Aaye Video Thumbnail
Advertisement
Thandi Hawayen, Lehrake Aaye - ठण्डी हवाएं, लहराके आएं
Lyrics of Thandi Hawayen, Lehrake Aaye - ठण्डी हवाएं, लहराके आएं
ha ha ha ha ha
la la la la la, hm hm hm hm hm
kaise bulaaye

thandee hawaaye, lehraake aaye
rut hai jawaan, tumko yaha kaise bulaaye
thandee hawaaye
thandee hawaaye, lehraake aaye
rut hai jawaan, tumko yaha kaise bulaaye
thandee hawaaye

ha ha ha ha ha
la la la la la, hm hm hm hm hm
kaise bulaaye

chaand aur taare, hanste najaare
milke sabhi dil me sakhi, jaadu jagaaye
thandee hawaaye, lehraake aaye
rut hai jawaan, tumko yaha kaise bulaaye
thandee hawaaye kaise bulaye

kaha bhee naa jaaye, raha bhee naa jaaye
tumse agar mile bhee najar ham chhip jaaye
thandee hawaaye, lehraake aaye
rut hai jawaan, tumko yaha kaise bulaaye
thandee hawaaye

ha ha ha ha ha
la la la la la, hm hm hm hm hm
kaise bulaaye

dil ke fasane, dil bhee naa jane
tumko sajan, dil kee lagan, kaise bataye
thandee hawaaye, lehraake aaye
rut hai jawaan, tumko yaha kaise bulaaye
thandee hawaaye
hm hm hm hm hm
hm hm hm hm hm
kaise bulaaye
lyrics of song Thandi Hawayen, Lehrake Aaye
Poetic Translation - Lyrics of Thandi Hawayen, Lehrake Aaye - ठण्डी हवाएं, लहराके आएं
Cool breezes, they dance and they sway,
Youth's season here, how to beckon their way?
Cool breezes.

Moon and stars, laughter they keep,
Joining as one, dear friend, magic to sleep.
Cool breezes.

Unspoken, yet still I remain,
If glances should meet, then I blush in my pain.
Cool breezes.

Tales of the heart, the heart cannot name,
How to confess, love, this heart's burning flame?
Cool breezes.

Naujawan (1951) - Movie Details
Film CastPremnath, Nalini Jaywant, Yashodhara Katju, Kamal Mehra, Zeb Qureshi, Cuckoo, S N Banerjee, Nandini SingerGeeta Dutt, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Mohammed Rafi, Shamshad Begum LyricistSahir Ludhianvi Music ByS D Burman DirectorMahesh Kaul External LinksNaujawan at IMDB       Movie at YTNaujawan at YT    Naujawan at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement