Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Thandi Ret Me Khajur Ke Tale - ठंडी ठंडी रेत में खजूर के तले
thandi thandi ret me khajur ke tale
thandi thandi ret me khajur ke tale
ho tere intzar me dil mera jale
ho dil mera jale
thandi thandi ret me khajur ke tale
ho tere intzar me dil mera jale
ho dil mera jale
ho milne ki aas ghatti gayi dard badh gaya
milne ki aas ghatti gayi dard badh gaya
ha jaake suraj dub gaya
chand chad gaya
aaj aake din bhi mil raha
aaj aake din bhi mil raha
hai rat ke gale
ha rat ke gale
ho tere intzar me dil mera jale
ho dil mera jale
thandi thandi ret me khajur ke tale
ho tere intzar me dil mera jale
ho dil mera jale
ye to bata tujhe hame tadpa ke kya mila
ye to bata tujhe hame tadpa ke kya mila
teri gali me aaye bhi to aake kya mila
barbad hone aaye the
barbad hone aaye the
barbad ho chale
barbad ho chale
ho tere intzar me dil mera jale
ho dil mera jale
thandi thandi ret me khajur ke tale
ho tere intzar me dil mera jale
ho dil mera jale
Comments for lyrics of song "Thandi Ret Me Khajur Ke Tale"
TheDeepakp on Thursday, August 28, 2014 FILM: "SAJAN" = 1947.
Film cast: Ashok Kumar, Rehana, Leela Mishra, Ranjit Kumar, Ramesh Gupta,
Samson
Singer: Geeta Dutt, Lalita Deulkar, Mohammed Rafi, Zohrabai
Lyricist: Moti, Qamar Jalalabadi, Rammurti Chaturvedi
Music Director: C Ramchandra
Film Director: Kishore Sahu
Arun Gupta on Thursday, June 26, 2014 Thanks for sharing.