Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Tinka Hai, Tinka Tinka - तिनका है, तिनका तिनका
galiyan naraz hai
sadkein udaas hai
kis kisko baantun main khushi
chhoti si aas hai
khud se ardaas hai
aaye na aankhon mein nami
launga khuda se main
chheen ke woh saare pal
jo the mere aur bas mere
mere bas mein the jo
laane de laane de laane de
tinka hai tinka tinka
jodna hai dil ka dil ka
tab jaake aayega sukoon (sukoon)
tinka hai tinka tinka
jodna hai dil ka dil ka
tab jaake aayega sukoon (sukoon)
itna lamba safar tay karna mujhko hai
raaste bhi dhundhle hai yahan
girte chalunga kya kya karunga
aage ka apna rasta
launga khuda se main
woh sukoon ke saare pal
jo the mere aur bas mere
mere bas mein the jo
laane de laane de laane de
tinka hai tinka tinka
jodna hai dil ka dil ka
tab jaake aayega sukoon (sukoon)
tinka hai tinka tinka
jodna hai dil ka dil ka
tab jaake aayega sukoon (sukoon)