Video of "Too Lakho Me Hai Ek Sanam" from YouTube
Too Lakho Me Hai Ek Sanam Video Thumbnail
Advertisement
Too Lakho Me Hai Ek Sanam - तू लाखों में है एक सनम
Lyrics of Too Lakho Me Hai Ek Sanam - तू लाखों में है एक सनम
tu lakho me hai ek sanam
tu lakho me hai ek sanam
tujh si hasina dekhi kabhi naa
sare jahan me teri kasam haay teri kasam
tu lakho me hai ek sanam
tu lakho me hai ek sanam

kyun ghunghat ne daale ghere
kyun baithe ho najre phere
ruthi ho kyun hamse hasina
aao manaye hum, aao manaye hum
tu lakho me hai ek sanam
tu lakho me hai ek sanam

yaad tumhari paas bula ke
rakh lu apne dil me chhupa ke
isi bahane jaan-e-tamanna
sath raho hardam, sath raho hardam
tu lakho me hai ek sanam
tu lakho me hai ek sanam
tujh si hasina dekhi kabhi naa
sare jahan me teri kasam haay teri kasam
tu lakho me hai ek sanam
tu lakho me hai ek sanam
lyrics of song Too Lakho Me Hai Ek Sanam
Poetic Translation - Lyrics of Too Lakho Me Hai Ek Sanam - तू लाखों में है एक सनम
You are one in a million, my love,
One in a million, my love,
Never have I seen beauty's equal,
In all the world, I swear, I swear.
You are one in a million, my love,
One in a million, my love.

Why do veils obscure your grace?
Why do you turn away your face?
Why, my beloved, are you displeased?
Come, let us reconcile, let us reconcile.
You are one in a million, my love,
One in a million, my love.

Remembering you, I draw you near,
And hide you within my heart, my dear.
By this means, my soul's desire,
Stay with me always, stay with me always.
You are one in a million, my love,
One in a million, my love,
Never have I seen beauty's equal,
In all the world, I swear, I swear.
You are one in a million, my love,
One in a million, my love.

Birju Ustad (1964) - Movie Details
Film CastVijay Choudhary, Chandrashekhar, Mukri, Tun Tun, Sheikh Mukhtar SingerSuman Kalyanpur, Lata Mangeshkar, Usha Timothy, Jaani Babu Qawwal, Mahendra Kapoor LyricistQamar Jalalabadi Music ByKalyanji Anandji DirectorManoo Desai External LinksBirju Ustad at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement