Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Tu Kaha Chali Kuchh Bol Nadi Ki Dhara - तू कहाँ चली कुछ बोल नदी की धारा
tu kaha chali kuchh bol, nadi ki dhara
tu kaha chali kuchh bol, nadi ki dhara
mujhko to mila kinara
mujhko to mila kinara
tu kal kal kar kya gati hain
tu kal kal kar kya gati hain
bichhudan ki katha sunati hain
bichhudan ki katha sunati hain
tu aansu jal ki bahati chal
tu aansu jal ki bahati chal
mujko to mila sahara
tu kaha chali kuchh bol, nadi ki dhara
mujhko to mila kinara
mujhko to mila kinara
paashano ke man ghayal hain
lahro ke chanchal payal hain
pashano ke man ghayal hain
lahro ke chanchal payal hain
main tujhe batau, bata mujhe tu
kau tera piye pyara
tu kaha chali kuchh bol, nadi ki dhara
mujhko to mila kinara
mujhko to mila kinara
maine mahal banaya apana
maine mahal banaya apana
sakar hua sukh sapana
sakar hua sukh sapana
hain preet yahi main jeet gayi
hain preet yahi main jeet gayi
jabse maine man hara
jabse maine man hara
tu kaha chali kuchh bol, nadi ki dhara
mujhko to mila kinara
mujhko to mila kinara
Comments for lyrics of song "Tu Kaha Chali Kuchh Bol Nadi Ki Dhara"
nikie60 on Tuesday, November 26, 2013 very beautiful! so adorable that she sings "bol..."
thanks for this wonderful upload!
Vinayak Vaidya on Friday, April 04, 2014 Thanks Aditya for this rare song.