Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Khubsoorat Ho Khubsoorat Ho - ख़ूबसूरत हो ख़ूबसूरत हो
khubsoorat ho khubsoorat ho
teri har ada hai haseen nazar na lag jae kahin
ary teri har ada hai haseen nazar na lag jae kahin
arzu ho zarurat ho tum badi khubsoorat ho
khubsoorat ho khubsoorat ho
teri har ada hai haseen nazar na lag jae kahin
arzu ho zarurat ho tum badi khubsoorat ho khubsoorat ho
gaalo pe til kaatil aankhe teri paimane
ye honth tere anguri jo dekhe ho deewane
haay gaalo pe til kaatil aankhe teri paimane
ye honth tere anguri jo dekhe ho deewane
chahat ho nazakat ho tum badi khubsoorat ho khubsoorat ho
teri har ada hai haseen nazar na lag jae kahin
arzu ho zarurat ho tum badi khubsoorat ho
khubsoorat ho khubsoorat ho
aji dil ki zuban nahi honti baatein karte hain nigahein
meri khamoshi ka matlab koi thaam le meri bahein
aji dil ki zuban nahi honti baatein karte hain nigahein
meri khamoshi ka matlab koi thaam le meri bahein
shararatt ho kayamat ho tum bade khubsoorat ho khubsoorat ho
teri har ada hai haseen haseen nazar na lag jae kahin
arzu ho zarurat ho tum badi khubsoorat ho khubsoorat ho
Comments for lyrics of song "Khubsoorat Ho Khubsoorat Ho"
Jr Maverick on Monday, October 22, 2012 real romantic vk thousand cant make up to him