Video of "Tum Bin Man Ki Bat Adhuri, Din Hai Adhure" from YouTube
Advertisement
Tum Bin Man Ki Bat Adhuri, Din Hai Adhure - तुम बिन मन की बात अधूरी, दिन है अधूरे
SingerKumar Sanu, Sadhana Sargam
Music byAnand Milind
LyricistJaved Akhtar
CategorySad Songs
MovieMrityudand (1997)
Lyrics of Tum Bin Man Ki Bat Adhuri, Din Hai Adhure - तुम बिन मन की बात अधूरी, दिन है अधूरे
tum bin man ki bat adhuri tum bin man ki bat adhuri
din hai adhure raat adhuri din hai adhure raat adhuri

sune sune angna dware sehme sehme hai chaubare

chand or suraj fike fike chand or suraj fike fike
taaro ki barat adhuri

tum bhi pyase mai bhi pyasi yug se lambi pal ki udasi

aaye gaye naino me sawan aaye gaye naino me sawan
fir bhi hai barsaat adhuri

Poetic Translation - Lyrics of Tum Bin Man Ki Bat Adhuri, Din Hai Adhure - तुम बिन मन की बात अधूरी, दिन है अधूरे
Without you, the heart's song unfinished,
Days themselves, nights, a muted wish.
Without you, the heart's song unfinished.
Empty the courtyard, silent the door,
The rooms themselves, shadows that pour.
The moon and the sun, a faded gleam,
The stars' procession, an unfulfilled dream.

You thirst, and I too, parched and dry,
An age of grief in a moment's sigh.
The rains have come, the tears have poured,
Yet still, the downpour is unexplored.

Mrityudand (1997) - Movie Details
Film CastAyub Khan, Madhuri Dixit, Shabana Azmi, Om Puri, Shilpa Shirodkar, Mohan Joshi, Mohan Agashe, Harish Patel, Abha Dhulia, Achyut Potdar, Mona Ambegaonkar, Surendra Sathi, Sudhir Mishra, Pinky Chinoy, Brij Gopal, Suhas Bhalekar, Raj Kamal, Vinod Kumar, Hemanth Gadkar, John Phanse, Rohit Raj, Vicky Ahuja, Indu Shivraj
SingerAlka Yagnik, Hariharan, Kumar Sanu, Sadhana Sargam, Udit Narayan
LyricistJaved Akhtar
Music ByAnand Chitragupt, Milind Chitragupt
DirectorPrakash Jha
ProducerPrakash Jha
External LinksMrityudand at IMDB Mrityudand at Wikipedia
Movie at YTMrityudand at YT
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films