Video of "Tum Kaun Ho, Batao Tumhara Naam Hai Kya" from YouTube
Tum Kaun Ho, Batao Tumhara Naam Hai Kya Video Thumbnail
Advertisement
Tum Kaun Ho, Batao Tumhara Naam Hai Kya - तुम कौन हो, बताओ तुम्हारा नाम है क्या
Lyrics of Tum Kaun Ho, Batao Tumhara Naam Hai Kya - तुम कौन हो, बताओ तुम्हारा नाम है क्या
tum kon ho batao tumhara naam hai kya, naam hai kya
ek ajanabi najar ka yaha kaam hai kya
kaam hai kya, tum kon ho
tum kon ho batao tumhara naam hai kya, naam hai kya
tum kon ho batao tumhara naam hai kya, naam hai kya
ek ajanabi najar ka yaha kaam hai kya
kaam hai kya, tum kon ho

is raste ka naam hai sapano ki rehgujar
is raste ka naam hai sapano ki rehgujar
tum ho paraye aur ye apno ki rah gujar
jis raah se kyun gujare vo aam hai kya, naam hai kya
tum kon ho batao tumhara naam hai kya
naam hai kya, tum kon ho

hum vo nahi jo maan le yuhi kisi ki baat
hum vo nahi jo maan le yuhi kisi ki baat
hum vo nahi jo chal pade bechainiyo ke sath
is baat ka pata hai tumhe anjaam hai kya anjaam hai kya
tum kon ho batao tumhara naam hai kya
naam hai kya, tum kon ho

vaise to hum bhi aaj kal rehate hai bekarar
vaise to hum bhi aaj kal rehate hai bekarar
tum ye kahin na sochna kar lenge tumse pyar
is pyar se zara ye koi badnaam hai kya
tum kon ho batao tumhara naam hai kya, naam hai kya
ek ajnabi najar ka yaha kaam hai kya
kaam hai kya, tum kon ho
lyrics of song Tum Kaun Ho, Batao Tumhara Naam Hai Kya
Poetic Translation - Lyrics of Tum Kaun Ho, Batao Tumhara Naam Hai Kya - तुम कौन हो, बताओ तुम्हारा नाम है क्या
Who are you, tell me, what is your name?
What is the purpose of a stranger's gaze in this game?
This game, what is its aim?
Who are you?

Who are you, tell me, what is your name?
What is the purpose of a stranger's gaze in this game?
This game, what is its aim?
Who are you?

This path is named, the pathway of dreams, it's true,
This path is named, the pathway of dreams, it's true,
You are a stranger, while this road belongs to those who knew.
Why did you traverse this path? Is its familiarity true?
Tell me, who are you? What is your name?
What is your name? Who are you?

We are not those who blindly accept, it's known,
We are not those who blindly accept, it's known,
We are not those who walk with anxieties sown.
Do you know the end of this journey you’ve flown?
Tell me, who are you? What is your name?
What is your name? Who are you?

We too, these days, are restless and frayed,
We too, these days, are restless and frayed,
Don't you think we'll fall for you, love displayed.
Is there anything more infamous than love's parade?
Who are you, tell me, what is your name?
What is the purpose of a stranger's gaze in this game?
This game, what is its aim?
Who are you?

Aasra (1966) - Movie Details
Film CastBiswajeet, Mala Sinha, Ameeta, Jagdeep, Balraj Sahni, Nirupa Roy, David, Bela Bose, Farida Dadi, Master Shahid, Laxmi Chhaya, Polsan, Sabina, Lata Arora, Archana Kapoor, Narbada Shankar SingerAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar LyricistAnand Bakshi Music ByLaxmikant Kudalkar, Pyarelal DirectorSatyen Bose ProducerMadan Mohla External LinksAasra at IMDB      Aasra at Wikipedia Movie at YTAasra at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement