Video of "Tum Kyaa Jaano, Tumhari Yaad Men Ham Kitanaa Roe" from YouTube
Tum Kyaa Jaano, Tumhari Yaad Men Ham Kitanaa Roe Video Thumbnail
Advertisement
Tum Kyaa Jaano, Tumhari Yaad Men Ham Kitanaa Roe - तुम क्या जानो, तुम्हारी यादों में हम कितना रोये
Lyrics of Tum Kyaa Jaano, Tumhari Yaad Men Ham Kitanaa Roe - तुम क्या जानो, तुम्हारी यादों में हम कितना रोये
tum kyaa jaano
tum kyaa jaano, tumhari yaad me
hum kitnaa roye, hum kitnaa roye
rain guzaari taare gin gin
rain guzaari taare gin gin
chain se jab tum soye
ham kitnaa roe

kitni kaliyaa khili chaman me
khilke phir murjhaa gayi
birhan ke is bhole man ko
baar baar samjhaa gai
ro ke javaani kaati jisne
ro ke javaani kaati jisne
preet ke bije boye
ham kitnaa roye
tum kyaa jaano, tumhari yaad me
hum kitnaa roye, hum kitnaa roye

kitne baadal ghire gagan me
ghirake phir naa barse
pyaas daba kar dil hi dil me
kitanaa tadape tarase
dard hamara dil jaane yaa
dard hamara dil jaane yaa
nainaa khoye, khoye
ham kitnaa roye
tum kyaa jaano, tumhari yaad me
hum kitnaa roye, hum kitnaa roye
lyrics of song Tum Kyaa Jaano, Tumhari Yaad Men Ham Kitanaa Roe
Poetic Translation - Lyrics of Tum Kyaa Jaano, Tumhari Yaad Men Ham Kitanaa Roe - तुम क्या जानो, तुम्हारी यादों में हम कितना रोये
You cannot fathom,
You cannot know, how in your memory,
I wept, how I wept.
Nights I spent counting stars,
Nights I spent counting stars,
While you slept in peace,
How I wept.

How many blossoms bloomed in the garden,
Blooming, then withered away.
To this innocent heart of a lover,
They tried to explain, time and again.
She who spent youth in weeping,
She who spent youth in weeping,
Sowed seeds of love,
How I wept.
You cannot fathom, how in your memory,
I wept, how I wept.

How many clouds gathered in the sky,
Gathered, and then did not rain.
Quenching the thirst deep in my heart,
How much it yearned and ached.
My heart alone knows my pain,
My heart alone knows my pain,
My eyes lost, lost,
How I wept.
You cannot fathom, how in your memory,
I wept, how I wept.

Shin Shinaki Babla Boo (1952) - Movie Details
Film CastRanjan, Rehana, Sadhana Bose, Radha Kishan SingerKishore Kumar, Lata Mangeshkar, Chitalkar Ramchandra LyricistP L Santoshi Music ByChitalkar Ramchandra DirectorP L Santoshi External LinksShin Shinaki Babla Boo at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement