Video of "Tum Se Badhakar Duniya Me Naa Dekha Koyee Aur" from YouTube
Tum Se Badhakar Duniya Me Naa Dekha Koyee Aur Video Thumbnail
Advertisement
Tum Se Badhakar Duniya Me Naa Dekha Koyee Aur - तुमसे बढ़कर दुनिया में ना देखा कोई और
Lyrics of Tum Se Badhakar Duniya Me Naa Dekha Koyee Aur - तुमसे बढ़कर दुनिया में ना देखा कोई और
tum se badhakar duniya me naa dekha koyee aur
juban par aaj dil kee bat aa gayee

kya khub aankhe hain teree, inn me jindaganee hain meree
jee lenge ham dekh dekh ke inako
too hee too khwabo me hain naa duja koyee aur
juban par aaj dil kee bat aa gayee

sundarata tune woh payee, najan hain tujhpe khudayee
naj naheenapne par fir bhee tujhko
dil kaa hasin tere jaisa, naa dekha koyee aur
juban par aaj dil kee bat aa gayee

baato me teree ek ada hai, teree ada me wafa hai
fir bhee tujhse milane ko jee chahe
dil me itana pyar liye, naa aaya koyee aur
juban par aaj dil kee bat aa gayee
lyrics of song Tum Se Badhakar Duniya Me Naa Dekha Koyee Aur
Poetic Translation - Lyrics of Tum Se Badhakar Duniya Me Naa Dekha Koyee Aur - तुमसे बढ़कर दुनिया में ना देखा कोई और
Beyond you, no other world I've known,
The heart's truth spills upon my tongue now.
What wondrous eyes, where life itself resides,
What wondrous eyes, where my whole life abides.

I'll live, beholding them, those glorious eyes,
Only you in dreams, no other in disguise.
The beauty you possess, a divine grace,
The heavens are proud, yet humility's embrace.
The beauty you possess, a heart so fair,
Unmatched, my love, beyond compare.
No other seen, beyond compare's hold,
The heart's truth spills, a story to be told.

Beyond you, no other world I've known,
The heart's truth spills upon my tongue now.
In your words, a grace, in your grace, devotion,
Again and again, my heart seeks your motion.
In your words, a grace, with love untold,
No other love, so pure, so bold.
Beyond you, no other world I've known,
The heart's truth spills upon my tongue now.

Kaamchor (1982) - Movie Details
Film CastJaya Prada, Asrani, Tanuja, Neeta Mehta, Suresh Oberoi, Shreeram Lagoo, Bhagwan, Pinchoo Kapoor, Sujit Kumar, Rakesh Roshan, Sonu Nigam SingerAlka Yagnik, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Shamshad Begum LyricistIndeevar Music ByRajesh Roshan DirectorK Vishwanath ProducerRakesh Roshan External LinksKaamchor at IMDB      Kaamchor at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement